Quiz
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-4}
Perguntas do quiz (20)
1Q1. Allah (s.w.t) ne kis cheez ki qasm kha kar farmaya ke :- "Jo shaks waqt par namaz ada karega mein usko Jannat mein dakhil karonga"
- AAsmaano
- BFarishton
- CApni izzat wa jallal
2Q2. Sahaba Ikhram aksar kehte the ke "Allah aur uska rasool zyada jante hai". Ye kis baat ki alamat (symbol) hai ?
- ALa-ilmi
- BTa'zeem wa takreem (respect)
- CDono options durust hai
3Q3. Namaz-e-Zuhr ka awwal waqt kya hai ?
- AJab suraj nisf-un-nahar par ho
- BSaya qad ke barabar hojae
- CSaya dugna hojae
4Q4. Fazeelat ka waqt ____________________ waqt hai ?
- AAwwal
- BIkhtiyaari
- CJawazi
5Q5. Jab suraj ayn tuluh ho raha ho, buland ho raha ho ya ghuroob ho raha ho toh :-
- ANamaz na padhi jae
- BMayyat na dafnai jae
- CDono jawabat durust hai
6Q6. Asmaan par jab surkhi khatam hojae, (suraj dhalne ke baad) ye kis namaz ka waqt hai ?
- AIsha ka awwal waqt
- BMaghrib ka awwal waqt
- CIsha ka akhiri waqt
7Q7. Jibreel (a.s) ne Nabi (s.a.w.s) ko do mutawatir din, kis waqt par namaze padhai?
- ANamazon ke awwal waqt par
- BNamazon ke akhiri waqt par
- CDono jawabat durust hai
8Q8. Namaz-e-Asr ka akhiri waqt kya hai ?
- ASaya qad ke barabar hojae
- BSaya dugna hojae
- CSuraj dhal jae
9Q9. Jawazi waqt __________________ waqt hai.
- AJaiz
- BNa pasandida
- CDono jawabat durust hai
10Q10. Safr mein jama' taqdeem aur jama' takheer (do namazon ko milana) ki jasakti hai.
- AFajr aur Zuhr ko milaya jae
- BZuhr aur Asr ko milaya jae
- CAsr aur Maghrib ko milaya jae
11Q11. Khawab mein azaan ka tareeqa kin sahaba ikhraam (r.a) ne dekha ?
- AAbdullah bin Zaid (r.a) & Umar (r.a)
- BAbu Bakr Siddique (r.a) & Umar (r.a)
- COthman (r.a) & Abu Bakr Siddique (r.a)
12Q12. Azaan ka lughvi ma'na kya hai ?
- AKhabardar karna
- BKhubsurat awaaz
- CPur asar pukar
13Q13. Khawab mein azaan ka tareeqa bataya jana kya zahir (show) karta hai ?
- AAksar ahkamaat khawab mein nazil huwe
- BAzaan Allah ki taraf se hai
- CDono jawabat durust hai
14Q14. Qayamat ke din, kin logon ki gardane unchi hogi jo unko numaya kar rahi hogi ?
- AMuazin
- BImaam
- CNamazi
15Q15. Shaitan kis ki awaaz sunkar peet pher kar bhaag jata hai ?
- AAzaan
- BIqamat
- CAzaan aur iqamat
16Q16. Azaan se pehle durood padhna kaisa hai ?
- AMasnoon a'mal hai
- BSunnat se sabit hai
- CSunnat se sabit nahi hai
17Q17. Kis mauqe par Bilal (r.a) ko Nabi (s.a.w.s) ne Kabbat ullah ki chath par chadkar azaan dene ka hokum diya ?
- AFateh Makkah
- BGazwae Badr
- CBait-e-rizwaan
18Q18. الصلاة خير من النوم ke alfaaz Fajr ki azaan mein kab shamil kiye gae ?
- AUmar (r.a) ke daur mein
- BAbu Bakr Siddique (r.a) ke daur mein
- CNabi (s.a.w.s) ke daur mein
19Q19. Azaan ka jawab, azaan hi ke alfaaz dohrana hai.
- ASahih
- BBidaat hai
- CSiwae chand kalimaat ke
20Q20. Apne nafs ko janchne (check) ka behtareen tareeqa ye hai ke hum :-
- AAzaan ka jawab dete hai ya nahi
- BAzaan se pehle durood padhte hai ya nahi
- CAzaan-e-Fajr sunkar humara rawaiya kya hota hai
Informações
- Descrição
- The fundamentals of PRAYER
- Autor
- Asiya Abdul Raoof
- Idioma
- English
- Visualizações
- 3.273
- Etiquetas
- Avaliação
- Ainda sem avaliações Avalie este quiz