Quiz
Seerah quiz-7 & 8
Crie uma conta grátis para terminar este quiz
Salve seu progresso e veja sua nota final.
Já tem uma conta? Inicie sessão
Perguntas do quiz (20)
1Q-1: Makkah se bahar kin logon ne Islam qubool kiye ?
- ATufail bin Amr Dausy, Abu Dharr Ghifari , Abu Huraira
- BAbu Dharr Ghifari, Tufail bin Amr Dausy, Zimad Asdy
- CAll of the above
2Q-2: Jis saal aapke do qareebi log wafaat pagaye
- AAam al Feel
- BAam al huzn
- CAam al wufood
3Q-3: Safare Taif mein Aap ke saath kaun log the ?
- AZaid bin Sabit R.A
- BBilal R.A.
- CZaid bin Harisah R.A.
4Q-4: Taif ke bazaar mein Abdul Rahman bin Udwani ne Aap SAW se Qur'an ki kaunsi Surat suni ?
- ASurah Feel
- BSurah Al Qariah
- CSurah Tariq
5Q-5: Jis baagh mein Allah ke Rasool SAW ne panaah li wo baagh
- AUthbah bin Rabiah
- BAbna e Rabiah Utbah aur Shabiah
- CAll of the above
6Q-6: Unhone Aap ki khidmat mein kya cheez pesh ki ?
- AKhajoor
- BAngoor
- CPani
7Q-7: Addas kis basti ka tha ?
- AIraq
- BNainva
- CNone of the above
8Q-8: Kis waadi mein jinnon ne Aap SAW se Quran suna
- AWadi e Taif
- BQarn al manazir
- CWadi e Nakhlah
9Q-9: Aap SAW Makkah pohonche to kisne Aapko panah di ?
- AAkhnas bin Shurait
- BMutim bin Adi
- CSuhail bin Amr
10Q-10: Isra ka matlab hai...
- ARaat ke waqt chalana(le jaana)
- BUper chadhne ka aala
11Q-11: Isra aur Meraj ka zikr Quran ki kaunsi Surton mein aaya hai ?
- AA) Bani Israeel aur Najm
- BB) Isra aur Najm
- CC) Both A and B
12Q-12: Safar e Isra aur Meraj...
- ARuhani safar tha
- BJismani safar tha
- CKhwab mein pesh aaya tha
13Q-13: Waqeya Isra wa Meraj ki ahadith
- AKisine riwayat nahi ki
- BTawatur se sabit hai
- CBohot kam ahadith hai
14Q-14: Aap SAW ne ye safar...
- ASawari per kiya
- BJibreel Ameen ke saath kiya
- CBurraq sawari per kiya
- DAll of the above
15Q-15: Teesre aasman per kis-se mulaqaat hui ?
- AIdrees A.S.
- BYahya aur Isa A.S.
- CYusuf A.S
16Q-16: Jab aasman ke darwaze per knock kiya gaya to...
- AFauran khol diya gaya
- BMuhammad SAW ka naam sunte hi khol diya gaya
- CPoocha gaya ki kya bulaaye gaye hain
17Q-17: Saatve aasman per kis se mulaqaat hui ?
- AAdam A.S.
- BMusa A.S.
- CIbrahim A.S.
18Q-18: Ibrahim A.S. kis se tek lagaye baithe the ?
- ABaitulllah se
- BBait al Ma'moor se
- CBait al izzat se
19Q-19: Allah ke Rasool SAW ne Jibreel A.S. ko kitni dafa unki asal surat mein dekha ?
- A1 dafa
- B2 dafa
- C3 dafa
20Q-20: Allah ke Rasool SAW ne Allah tala se (Sidrat al Muntaha per) parde ki oth se...
- AKalaam kiya
- BDekha
Informações
- Descrição
- Understanding the life of the Prophet pbuh
- Autor
- Shabana Rupani
- Idioma
- English
- Visualizações
- 716
- Etiquetas
- Avaliação
- 5,0 de 5 · 1 avaliação Avalie este quiz