Quiz
ROZON KE MASAEEL {TEST-6}
Perguntas do quiz (15)
1Q1. Kis din ke roze rakhna Nabi (s.a.w.s) pasand farmate the ?
- AMonday & Saturday
- BSunday & Monday
- CMonday & Thursday
2Q2. Hajji ke liye Arafaat mein 9 zul hijjah ka roza rakhna kaisa hai ?
- ABahut zyada ajr hai
- BMana hai
- CPasand hai
3Q3. Hadeeth mein Rasool Allah (s.a.w.s) ne khaas taur par kis paighambar ke roze rakhne ke tareeqe ko afzal qarar diya ?
- AIbrahim (a.s)
- BDawood (a.s)
- CIsa (a.s)
4Q4. Chalees (40) rozon ka chilla :-
- ASunnat se sabit nahi
- BMuttaqion ka tareeqa hai
- CMustahab hai
5Q5. Sirf hafte ka roza rakhna :-
- AMakrooh hai
- BJaiz hai
- CMustahab hai
6Q6. Ramadan ke rozon ke baad kis mahine ke roze afzal hai ?
- ARajab
- BMuharram
- CRabi ul Awwal
7Q7. Kis 1 roze ke badle 1 guzishta aur 1 aynda saal yani 2 saal ke saghira gunaho ko maaf kardiya jata hai ?
- A10 Muharram
- B9 Zul Hijjah
- C9 Muharram
8Q8. Sirf Jumuah ka roza rakhna :-
- AMustahab hai
- BAfzal hai
- CMakrooh hai
9Q9. Har mah ke pehle Monday aur pehle dono Thursday ke roze rakhna :-
- ANabi (s.a.w.s) ne iska hokum diya
- BNabi (s.a.w.s) ka ma'amul tha
- CNabi (s.a.w.s) ne mana farmaya
10Q10. Isteqbal-e-Ramadan ke taur par roze rakhna kaisa hai ?
- AMustahab hai
- BAfzal hai
- CMana hai
11Q11. Rasool Allah (s.a.w.s) kis mahine mein baqi tamaam mahino ki nisbat kasrat se roze rakhte the ?
- ARajab
- BMuharram
- CShaban
12Q12. Har saal Ramadan ke pure roze aur kis mahine ke 6 roze rakhne ka sawab umr bahr roze rakhne ke barabar hai ?
- ARajab
- BShawwal
- CMuharram
13Q13. Nabi (s.a.w.s) se tasdeeq shuda (approved) pehla ahadeeth ka majmua kisne martab (arrange) kiya ?
- AAbdullah Bin Umar (r.a)
- BAbdullah Bin Abbas (r.a)
- CAbdullah Bin Amr Bin Al Aas (r.a)
14Q14. Shaban ke rozon ke bare mein kya baat sahih maloom hoti hai ?
- A15 tareeq ka roza rakhna chahiye
- B15 tareeq ke baad ke roze rakhe jasakte hai
- C1 se 15 tareeq ke roze rakhe jasakte hai
15Q15. Muharram ki 10 tareeq ka roza kis tarah rakhna chahiye :-
- A9 ya 11 se milakar rakhna chahiye
- B9, 10 aur 11 rakhna chahiye
- CSirf 10 ka roza rakhne mein koi harj nahi
Informações
- Descrição
- The fundamentals of FASTING
- Autor
- Asiya Abdul Raoof
- Idioma
- English
- Visualizações
- 1.944
- Etiquetas
- Avaliação
- Ainda sem avaliações Avalie este quiz