Quiz
Seerah Quiz-9
Fragen in diesem Quiz (15)
1Q-1) Hamesha salam mein pehal karne ke liye mashoor sahabi
- AAbdullah bin Umar(RA)
- BBilal (RA)
- CSaad bin Maaz (RA)
2Q-2) Rasool(SAW) ko pasand tha ki Sahaaba unki tameez(respect) mein khade hon....
- ATrue
- BFalse
3Q-3) Jab koi aata to Aap(SAW) taazeem ke liye kya karte the ?
- AApni chaadar bechaate
- BSahaaba ko paas se hata dete
- Ckhana pesh karte
4Q-4) Aap(SAW) ko kya yaad nahi rehte the ?
- ASher(poetry)
- BLogon ke naam
- CJagah ke naam
5Q-5) Aap(SAW) apne liye kya qubool farmaate ?
- AHadiyah
- BSadqah
- CKhairaat
6Q-6) Tohfe ke badle mein Aap(SAW) kya karte ?
- AZaroor Tohfa dete the
- BZyada keemti tohfa dete
- CKabhi tohfa dete kabhi nahi
7Q-7) Nabi(SAW) jin alfaaz mein Baith(oath) lete the wo kis naam se mashoor hai ?
- ABaith-e-Nisa
- BBaith-e-Rijaal
- CBaith-ul-Muslimeen
8Q-8) Aurton se Baith(oath) lene ka zikr kis Surah mein maujood hai ?
- ASurah Mumtahinah
- BSurah Hashr
- CSurah Muhammad
9Q-9) Baith-e Aqabah awwal aur thaani ko Aqabah kyu kaha jaata hai ?
- AKyunki ye Kuffaar se chupkar li gayi thi
- BKyunki ye Hajj ke mauqe per li gayi thi
- CKyunki ye bohot eham Baith thi
10Q-10) Baith-e Rizwan ka zikr kis Surah mein hai ?
- ASurah Taubah
- BSurah Hujuraat
- CSurah Qaaf
11Q-11) Hijrat-e-Madinah se pehle Rasool(SAW) ne kis Sahabi ko Madinah apna safeer(ambassador) banakar bheja ?
- AUmar(RA)
- BMusab bin Umair(RA)
- CAbdullah bin Umar(RA)
12Q-12) Hijrat-e-Madinah se pehle sabse pehla Jumma Madinah mein kisne padhaya ?
- AAsad bin Zurarah(RA)
- BHuzaifa bin Yamaan(RA)
- CJabbir bin Abdullah(RA)
13Q-13) Madinah mein ye jumla mashoor ho gaya tha ki Usayd bin Hudair ne jabse Islam qubool kiya hai wo ___________ ka hi hokar reh gaya hai
- AIslam
- BMasaakeen
- CQuran
14q-14) Rasool(SAW) ki hifazat karne per Baith karte waqt Ansaar ke poochne per ki unko iske badle kya milega to Rasool(SAW) ne kya farmaaya ?
- AJannat
- BIslam
- CArab ki hukmaraani
15Q-15) Kaab bin Malik(RA) ne kisko Jung-e-Badr se ehem qaraar diya ?
- AGhazwa e Uhud
- BGhazwa-e-Hunain
- CBaith-e-Aqaba thaani
Informationen
- Beschreibung
- Understanding the life of the Prophet PBUH
- Autor
- Shabana Rupani
- Sprache
- English
- Aufrufe
- 40
- Schlagwörter
- Bewertung
- Noch keine Bewertungen Bewerte dieses Quiz