Quiz
ROZON KE MASAEEL {TEST-2}
Fragen in diesem Quiz (15)
1Q1. Fidya kisko ada karna hoga ?
- AMusafir
- BDaimi mareez jinki sehat ki koi umeed baqi na rahe
- CHamela
2Q2. Allah Jahannam se logon ko azaad karte hai ?
- ARamadan ki har raat
- BHar roze iftaar ke waqt
- CUn dono awqaat mein
3Q3. Ramadan ki barkaton se mehrum rehne wala _______________________________ hai.
- ABaad naseeb
- BBewaquf
- CJahel
4Q4. Roza na rakhne walon ke liye waeed aur uske nuqsanat batane ko roza ki ______________________ kaha.
- AAhmiyat
- BFazeelat
- CBarkat
5Q5. Musafir aur mareez ko roza na rakhne ki rukhsat hai.
- ABaad mein qaza rakhni hogi
- BQaza ki zarurat nahi
- CFidya dena hoga
6Q6. Biwi se humbistari karna na-jaiz hai.
- ARamadan ul Mubarak mein raat ke waqt
- BDauran itekaaf
- CDono options saheeh hai
7Q7. Ramadan ke akhir mein agar mutla abr alood ho (cloudy weather) ho toh kya karna chahiye ?
- A30 roze pure karne chahiye
- B29 roze pure karne chahiye
- CBaham mashware se dono tarah kiya jasakta hai
8Q8. Rozedar ke liye Jannat mein ek khususi darwaza hai, uska kya naam hai ?
- AImaan
- BRayyan
- CSalaam
9Q9. Kis sahabi ke liye Rasool (saws) ne farmaya ke mujhe umeed hai ke unko Jannat ke 8 darwazo se pukara jaega ?
- AAbu Bakr (r.a)
- BUmar (r.a)
- CUsmaan (r.a)
10Q10. Jibreel (a.s) ki kis dua par Nabi (s.a.w.s) ne ameen kahi ?
- ARamadan pane ke bawajud bakshish hasil na karne wale par halakat ho
- BRasool (s.a.w.s) ke zikr par durood na bhejne wale par halakat ho
- CDono duaon par
11Q11. Siddiqeen aur Shuhada ka saath naseeb hoga.
- AJo Ramadan mein siyam kare
- BJo Ramadan mein qiyam kare
- CJo Ramadan mein siyam aur qiyam kare
12Q12. Naya chand dekhne ki masnoon dua jo hume sikhai gai hai, ismein kis cheez ki tardeed (rejection) hai ?
- AShirk
- BGunah
- CTakbeer
13Q13. Dauran ramadan agar musafir ke rozon ki tedaad hazir ilaqe (mulk) ke rozon se zyada ho toh zayd dino ke roze :-
- ATark dena chahiye
- BNafl ki niyyat se rakhne chahiye
- CDono tarah kiya jasakta hai
14Q14. Abr (clouds) ki wajah se agar Eid ka chand nazr na aye aur roza rakhne ke baad malum ho ke chand nazr achuka hai toh :-
- ARoza pura karna hoga
- BRoza khol dena chahiye
- CDono tarah kiya jasakta hai
15Q15. Dauran ramadan agar musafir ke rozon ki tedaad hazir ilaqe (mulk) ke rozon ki tedaad se kam ho toh :-
- AEid ke baad tedaad puri karni chahiye
- BTedaad puri karna zaruri nahi
- CChahiye toh rakhle
Informationen
- Beschreibung
- The fundamentals of FASTING
- Autor
- Asiya Abdul Raoof
- Sprache
- English
- Aufrufe
- 3.218
- Schlagwörter
- Bewertung
- Noch keine Bewertungen Bewerte dieses Quiz