GoConqr hat ein neues Design! Sag uns, wie es dir gefällt.

Quiz

NAMAZ KE MASAEEL {TEST-13}

Asiya Abdul Raoof 20 Fragen 2.112 Aufrufe

Quiz starten

Fragen in diesem Quiz (20)

  1. 1Q1. Sunnate aur nawafil __________________ mein padhna afzal hai.
    1. AGhar
    2. BMasjid
    3. CJama'at
  2. 2Q2. Zuhr se pehle kitni rakat padhni masnoon hai ?
    1. A4
    2. B2
    3. C2 ya 4
  3. 3Q3. Ishaa mein kitni rakate sunnate muakida hai ?
    1. A4
    2. B6
    3. C2
  4. 4Q4. Sunnate aur nawafil kis tarah padhna afzal hai ?
    1. A4 - 4 karke
    2. B2 - 2 karke
    3. CDono tarah durust hai
  5. 5Q5. Ek salaam se 4 rakat sunnat ya nawafil ada nahi kiye jasakte.
    1. ASahih
    2. BGhalat
    3. CYe afzal tareeqa hai
  6. 6Q6. Nabi (s.a.w.s) _________________ ki sunnato ke baad thodi der daein karwat lait jate.
    1. AMaghrib
    2. BZuhr
    3. CFajr
  7. 7Q7. Namaz-e-Zuhr ki pehli 4 sunnate, farzo se pehle na padhi jasake toh farzo ke baad padhi jasakti hai.
    1. ASahih
    2. BGhalat
    3. CIsmein ikhtelaf hai
  8. 8Q8. Maghrib se pehle 2 rakat sunnat padhna :-
    1. AMuaikda hai
    2. BGhair muakida hai
    3. CMakrooh hai
  9. 9Q9. Namaz-e-Jumu'ah mein daurane khutbah koun se namaz padhi jasakti hai ?
    1. AKoi namaz na padhi jae
    2. BSunnat muakida
    3. CTahiyatul masjid
  10. 10Q10. Namaz-e-Jumu'ah se pehle kitni sunnat muakida padhi jati hai ?
    1. A2
    2. B4
    3. CJumu'ah se pehle sunnate muakida padhna sunnat se sabit nahi

Informationen

Beschreibung
The fundamentals of PRAYER
Sprache
English
Aufrufe
2.112
Schlagwörter
sunnahprayerhadeeth
Bewertung
Noch keine Bewertungen
Bewerte dieses Quiz
Bewerte dieses Quiz

Feedback

Worum geht es?

Wie gefällt dir das neue Design?

Dein Eindruck