NAMAZ KE MASAEEL {TEST-13}

Descrição

The fundamentals of PRAYER
Asiya  Abdul Raoof
Quiz por Asiya Abdul Raoof, atualizado more than 1 year ago
Asiya  Abdul Raoof
Criado por Asiya Abdul Raoof aproximadamente 8 anos atrás
2064
0

Resumo de Recurso

Questão 1

Questão
Q1. Sunnate aur nawafil __________________ mein padhna afzal hai.
Responda
  • Ghar
  • Masjid
  • Jama'at

Questão 2

Questão
Q2. Zuhr se pehle kitni rakat padhni masnoon hai ?
Responda
  • 4
  • 2
  • 2 ya 4

Questão 3

Questão
Q3. Ishaa mein kitni rakate sunnate muakida hai ?
Responda
  • 4
  • 6
  • 2

Questão 4

Questão
Q4. Sunnate aur nawafil kis tarah padhna afzal hai ?
Responda
  • 4 - 4 karke
  • 2 - 2 karke
  • Dono tarah durust hai

Questão 5

Questão
Q5. Ek salaam se 4 rakat sunnat ya nawafil ada nahi kiye jasakte.
Responda
  • Sahih
  • Ghalat
  • Ye afzal tareeqa hai

Questão 6

Questão
Q6. Nabi (s.a.w.s) _________________ ki sunnato ke baad thodi der daein karwat lait jate.
Responda
  • Maghrib
  • Zuhr
  • Fajr

Questão 7

Questão
Q7. Namaz-e-Zuhr ki pehli 4 sunnate, farzo se pehle na padhi jasake toh farzo ke baad padhi jasakti hai.
Responda
  • Sahih
  • Ghalat
  • Ismein ikhtelaf hai

Questão 8

Questão
Q8. Maghrib se pehle 2 rakat sunnat padhna :-
Responda
  • Muaikda hai
  • Ghair muakida hai
  • Makrooh hai

Questão 9

Questão
Q9. Namaz-e-Jumu'ah mein daurane khutbah koun se namaz padhi jasakti hai ?
Responda
  • Koi namaz na padhi jae
  • Sunnat muakida
  • Tahiyatul masjid

Questão 10

Questão
Q10. Namaz-e-Jumu'ah se pehle kitni sunnat muakida padhi jati hai ?
Responda
  • 2
  • 4
  • Jumu'ah se pehle sunnate muakida padhna sunnat se sabit nahi

Questão 11

Questão
Q11. "Zakwaan" kis ummul mumineen ke ghulam the ?
Responda
  • Khadeeja (r.a)
  • Ayesha (r.a)
  • Safiya (r.a)

Questão 12

Questão
Q12. Sawari mein bait kar padhe jasakte hai ?
Responda
  • Nawafil
  • Sunnate
  • Sunnate aur nawafil

Questão 13

Questão
Q13. Bila uzr bait kar nafil namaz padhne ka sawab kitna milta hai ?
Responda
  • Aadha (1/2)
  • Chawthai (1/4)
  • Thihai (1/3)

Questão 14

Questão
Q14. Kis sahabi ka mashoor waqiah hai ke unho ne Nabi (s.a.w.s) ki majlis se uthna sakht na pasand kiya aur farmaya "Meri ootni chali jati toh chali jati magar mein Nabi (s.a.w.s) ke pass se na uthta".
Responda
  • Jaber (r.a)
  • Zaid (r.a)
  • Imraan bin Husain (r.a)

Questão 15

Questão
Q15. ____________________ mein taweel qiyam pasandida hai.
Responda
  • Nawafil
  • Faraiz
  • Dono mein

Questão 16

Questão
Q16. Kounsa amal hadeeth ke mutabiq Allah ko bahut pasand hai ?
Responda
  • Jo humesha kiya jae
  • Jo kabhi kabhar kiya jae
  • Jo humesha kiya jae, kha thoda hi ho

Questão 17

Questão
Q17. Nabi (s.a.w.s) ka tareeqa kya tha ?
Responda
  • Farz masjid mein, sunnat aur nawafil ghar mein ada farmate
  • Farz, sunnat aur nawafil masjid ada farmate
  • Kasrat se ibada'at masjid mein farmate ghar mein aaram farmate

Questão 18

Questão
Q18. Abu Hurairah (r.a) riwayat karte hai ke Nabi (s.a.w.s) ne namaz padhne se kis waqt mana farmaya ?
Responda
  • Namaz-e-Asr ke baad hatta ke suraj ghuroob hojae
  • Namaz-e-Fajr ke baad hatta ke suraj tulu hojae
  • Dono jawabaat durust hai

Questão 19

Questão
Q19. Daurane safar qasr namaz ke saath saath sunnate aur nawafil bhi ada karne zaruri hai.
Responda
  • Jee haan
  • Jee nahi
  • Warna namaz mukammal nahi hoti

Questão 20

Questão
Q20. Kisi uzr ki bina nafil namaz kuch bait kar kuch khade hokar ada ki jasakti hai.
Responda
  • Ye sunnat se sabit nahi
  • Ye sunnat se sabit hai
  • Aisa karna makrooh amal hai

Semelhante

NAMAZ KE MASAEEL {TEST-2}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-5}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-18}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-3}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-7}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-4}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-8}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-10}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-14}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-12}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-1}
Asiya Abdul Raoof