GoConqr hat ein neues Design! Sag uns, wie es dir gefällt.

Quiz

QURANIC GEMS QUIZ 16-17-18

Shabana Rupani 15 Fragen

Quiz starten

Fragen in diesem Quiz (15)

  1. 1Q1) Deen mein tangi nahi se kya murad hai ?
    1. ADeen per amal karne se buraaiyan khatam hoti hain
    2. BDeen per amal karne se nekiyaan janam leti hain
    3. CDeen per amal karne se zindagi mein aasaaniyaan paida hoti hain
    4. DDeen per amal karne se insaan ko nek-naami milti hain
  2. 2Q2) Humein kis field mein mehnat karni chahiye ?
    1. Ailm haasil karne mein
    2. Bilm sikhaane mein
    3. CKhidmat-e-khalq mein
    4. DHar shuba-e-zindagi mein(every walk of life)
  3. 3Q3) Milllat-e-Muhammadi ki jagah Millat-e-Ibraheemi kaha gaya hai kyunki Ibraheem(AS) ko _______________________ maante the
    1. AYahudi
    2. BNasara
    3. CMushrikeen
    4. DAll of the above
  4. 4Q4) ifk ke maani kya hai ?(Multiple answers)
    1. AFitna-e-Munafiqeen
    2. BGheebat
    3. CAisi baat jismein jhoot shaamil ho
    4. DAisi baat jiska haqeeqat se koi taaluq na ho
  5. 5Q5) Hadith ke mutabiq kitne qism ke log Arsh-e-Azeem ke saaye mein honge ?
    1. A3
    2. B5
    3. C7
    4. D9
  6. 6Q6) Saeed bin Musayyib ko unki khoobiyon ki wajah se kinse bohot qareeb samjha jaata hai ?
    1. ASahabah ikraam
    2. BTaabaeen
    3. CTaba Taabaeen
    4. DAuliyaah
  7. 7Q7) Sahabah ikraam ne jab ye baat suni to wo itne khush hue ki pehle kabhi na hue the...wo kya baat thi ?
    1. ANamaz Jannat mein le jaanewali cheez hai
    2. BSadaqaat se rooh ki paakeezgi haasil hoti hai
    3. CQarzdaar ko muhallat denewala qayamat ki sakhti se bach jaayega
    4. DJo jiske saath muhabbat karta hai uska anjaam usi ke saath hoga
  8. 8Q8) Hadd-e-Qazaf mein kitne kode lagaaye jaate hain ?
    1. A50
    2. B60
    3. C70
    4. D80
  9. 9Q9) Jihaad ke lafzi maani bataaein
    1. AJadd-o-jahad
    2. BKoshish
    3. CEk dusre se aage nikalna
    4. DJung karna
    5. EA and B
    6. FC and D
  10. 10Q10) Allah tala kinko chunta hai ?
    1. AJo bohot acha likhna jaante hain
    2. BJinmein bolne ki behtereen salahiyat hai
    3. CJo apne firqe se mukhlis hai
    4. DJinmein Khair ho

Informationen

Beschreibung
TRANSLATION AND TAFSEER OF SELECTED AYAH OF THE HOLY QURAN
Sprache
English
Aufrufe
448
Bewertung
Noch keine Bewertungen
Bewerte dieses Quiz
Bewerte dieses Quiz

Feedback

Worum geht es?

Wie gefällt dir das neue Design?

Dein Eindruck