GoConqr has a new look! Let us know what you think.

Quiz

Alamate Qayamat {TEST-8}

Asiya Abdul Raoof 10 questions

Take the quiz

Questions in this quiz (10)

  1. 1Q1. Jagh jagh _______________ marakiz qaim hogae.
    1. ADeeni
    2. BTijarti
    3. CFalahi
  2. 2Q2. Tijarat us qadr aam hojaegi aur log :-
    1. AAhad ki papandi karenge
    2. BBad ahadi karenge
    3. CInsaaf per muamla karenge
  3. 3Q3. Mashoor tha ke khilafat ke daur mein taleem ke gharz se Damishk jane wala agar musalsal har roz _________________tak ek madrase ka daura (visit) karta toh bhi pure madaris ka daura mukamal na hota ?
    1. A1 mahine
    2. B6 mahine
    3. C1 saal
  4. 4Q4. Qatil aur maqtul ko qatal ki wajah :-
    1. AAchi tarah maloom hogi
    2. BMaloom nahi hogi
  5. 5Q5. Tijarat karna Allah ko napasand hai.
    1. AJee haan
    2. BJee nahi
  6. 6Q6. Kis sahabi ko tijarat mein khaas barkat hasil thi us liye log unke saath sharakat karna pasand karte ?
    1. AAnas (ra)
    2. BMuaz (ra)
    3. CBilal (ra)
  7. 7Q7. Aurte apne shuhro ke saath tijarat mein ma'awanat karna pasand nahi karegi ?
    1. AJee haan
    2. BJee nahi
  8. 8Q8. Tijarat aam hone ke bais qata rehmi bhi aam hojaegi ?
    1. ASahi
    2. BGhalat
  9. 9Q9. Tijarat aam hojaegi log ____________________pasand nahi karenge.
    1. AKhana peena
    2. BPadhna likhna
    3. CBaat cheet
  10. 10Q10. Asal tijarat-kamyab tijarat :-
    1. AKamaz kam dugna munafa
    2. BAkhirat ki kamyabi
    3. CGhar walon ko jadid asaish muhaya karna

Information

Description
The signs of last hour
Language
English
Views
714
Rating
No ratings yet
Rate this quiz
Rate this quiz

Feedback

What is it about?

What do you think of the new look?

How do you like it?