Quiz
TAFSEER SURAH NOOR QUIZ 7(LEC 13 & 14)
Questions in this quiz (15)
1Q1) Musalmaan Makkah mein kitne saal takleef bardasht karte rahe ?
- A13 saal
- B11 saal
- C15 saal
2Q2) Kis Sahabi ne tamaam Ummat ko ek tarz-e-tilawat per jama kiya ?
- AUsman (RA)
- BUmar (RA)
- CAli (RA)
3Q3) Pardewale awqaat mein Mehram ko bhi ghar mein aane se pehle...
- Aijazat leni chahiye
- Bijazat nahi leni chahiye
- CSirf baligh bachchon ko ijazat leni chahiye
4Q4) Allah(SWT) ka har faisla...
- AHikmat per mabni hota hai
- BMuashre ki bhalai ke liye hote hain
- CDono jawabaat durust hain
5Q5) Ghair-mehram ke saamne aane se pehle jo cheez oudhi jaati hai
- AJilbaab
- BSatar
- CHijaab
6Q6) Jab ghar mein daakhil ho to kya kiya karo ?
- ASalaam
- BKhamoshi ikhtiyaar
- Cshoor
7Q7) ___________ ke gharon mein khana aisa hai jaise apne ghar mein khana
- AAzeezon
- BPadosiyon
- CJaan-pehchaan wale
8Q8) Sab saath baithkar khaane se kya paida hoti hai ?
- AAapas mein mohobbat
- BAapas mein na-ittefaqi
- CAapas mein nafrat
9Q9) Amr bin Abi Salama kis Ummahatul Mumineen ke bete the ?
- AUmme Salama(RA)
- BSafiya(RA)
- CHafsah(RA)
10Q10) Quran ki Akhlaqi talimaat ki wajah se....
- AEhle Arab ki zehniyat mein zabardast inqilaab aaya
- BEhle Arab Jaahil ke jaahil hi rahe
- CEhle Arab ne in talimaat ko qubool nahi kya
11Q11) Kisi khaali ghar ki chabhiyaan(keys) agar aapke paas rakhi ho aur Aap us ghar se khaale to ?
- Aijazat hai
- BBohot bada gunaah hai
- CBharpaai karni hogi
12Q12) Tahiyya ka maane kya hai ?
- ADua
- BBadua
- CMubarakbaad
13Q13) Baghair ijazat majlis se uthkar chale jaana ye...
- ABohot mamuli baat hogi
- BSharam ki baat hogi
- CKhilaaf-e-majlis baat hogi
14Q14) Jab Musalmanon ko kuch eham baat karni ho to ___________ bulaya jaata tha
- AAzaan dekar
- BPaigaam dekar
- CChupke se
15Q15) Lafz Dua ke lafzi maani kya hai ?
- ABulaana
- BPukaarna
- CDono jawabaat durust hain
Information
- Description
- DETAILED TAFSEER OF SURAH AN NOOR
- Author
- Shabana Rupani
- Language
- English
- Views
- 1,176
- Tags
- Rating
- No ratings yet Rate this quiz