GoConqr has a new look! Let us know what you think.

Quiz

Muharram ul Haram 1

hiratanzeel 10 questions

Take the quiz

Questions in this quiz (10)

  1. 1Muharram ka lafzi matlab kya hay?
    1. AAzmat wala
    2. BAehtram wala
    3. CHurmat wala
    4. DOper k sab
  2. 2Islami Saal ka ikhtitaam aur is ki ibtida hurmat waly mahinay say hoti hay
    1. ATrue
    2. BFalse
  3. 3Hurmat waly mahinay kitnay hain?
    1. A5
    2. B4
    3. C8
  4. 4Zyada aehtraam kis ka hay?
    1. AHurmat waly mahinon ka
    2. BMasjid ul haram ka
    3. CInsaanon ka
  5. 5لا تسبو اصحابي
    Ka matlab kya hay?
    1. AAshaba ki mukhalfat na kerna
    2. BNa banna sahabi jesy
    3. CMery sahaba ko bura bhala na kehna
  6. 6Baat baat main jhoot bolna aur waada ker k pora na kerna Munafiq ki alamat hay?
    1. ATrue
    2. BFalse
  7. 7Aik insaan per dosry insan ki kin chezon ki hurmat lazim hay?
    1. AQatal ،aehtram, kaffara
    2. BJaan, maal, aabro
    3. CJaan ,maal, aulad
  8. 8Amoman ghalat kaam aur ghalat baat kab ho jaty hain?
    1. ABuray mahool main
    2. BAmeer logon ki mehfil main
    3. CTanhai main
  9. 9Hazrat omer k door main calander banany ka mashwara kis nay dya?
    1. AHazrat Usman(R.A)
    2. BHazar Abu Musa Asha'ri(R.A)
    3. CHazrat talha bin zubair(R.A)
  10. 10Kisi aik jaga dil na lagy to hijrat ker leni chahye?
    1. ATrue
    2. BFalse

Information

Description
Saal noo ki ahmiyat
Language
English
Views
228
Rating
No ratings yet
Rate this quiz
Rate this quiz

Feedback

What is it about?

What do you think of the new look?

How do you like it?