Quiz
1. Ar Rahman
Questions in this quiz (10)
1Ar Rahman meh sab se pehle kaunsi nemat ka zikr hai?
- AQuran ki taaleem
- BInsaan ki taqleeq
- CBolna
2Wazn ko kaise qayam karein?
- AInsaaf se
- BAdab se
- CBarabar se
3Quran ki taleem meh kya kya aata hai?
- ATajweed aur Tafseer
- BAmal
- CDono darrust hai
4Anaam se muraad kya hai?
- AInsaan aur jinn
- BJaanwar
- CDono darrust hai
5Asfi kya hai?
- AChilke
- BGilaaf
- CBeenj
6Fabi ayyi aalaaaayi Rabbikumatu kazzibaan kis ke liye kaha gaya hai?
- AJin
- BInsaan
- CJin aur Insaan
7Fabi ayyi aalaaaayi Rabbikumatu kazzibaan kitni baar aaya hai Ar Rahman meh?
- A33
- B31
- C32
8Mashrikain aur Maghribain kitne mashriq aur maghrib hein?
- AEk
- BKayi
- CDo
9Woh kaunse do samandar hein jinke paani aapas se milte nahi?
- AArtic ocean aur Mediterranean sea
- BAtlantic ocean aur Mediterranean sea
- CIndian ocean aur Mediterranean sea
10Pearls kis creature se bante hein?
- AOctopus
- BCrab
- COyster
Information
- Description
- Quiz on 1. Ar Rahman, created by Sumaiah Sait on 27/02/2018.
- Author
- Sumaiah Sait
- Language
- English
- Views
- 133
- Rating
- No ratings yet Rate this quiz