Quiz
TAFSEER SURAH BAQARAH {TEST-11}
Questions in this quiz (10)
1Q1. Kisi ek sharai hukm se doosre sharai hukm ki taraf muntaqil karna ?
- ANakhal
- BNaskh
- CBadal
2Q2. Yahood Musa (as) se kya poochte the ?
- AAhem sawalat
- BGhair zaroori sawalat
- CMuqay ke mutabiq sawalat
3Q3. Ilm hasil karne ke liye sawalat karna kaisa hai ?
- APasandeeda
- BNa pasandeeda
- CKoi harj nahi
4Q4. Seedhi raah se bhatkane ka bais bante hai ?
- AGhair zaroori sawalat ki kasrat
- BSawalat se bachna
- CSawalata ke zariye ilm hasil karna
5Q5. Kisi ko di gai niamat chin jane ka jazba :-
- AHasad
- BTakabur
- CGheebat
6Q6. La ilm kin logo ko kaha gaya hai ?
- AYahood
- BNasraani
- CMushrikeen
7Q7. Allah ki masjidon mein Allah ke zikr ko rokne walo ko kya kaha gaya hai ?
- ASabse bada zalim
- BZalim
- CJabir
8Q8. Nasrani aur Yahood ek dusre ko bura bhala kyu kehte the ?
- ABughz o iniad
- BIlm ki ziyadati
- CAmal ki kami
9Q9. Rasool (saws) ne masjidon ko kahan banane ka hukm diya hai ?
- AMuhallon mein
- BMuhalle se door
- CEk masjid doosri masjid se qareeb ho
10Q10. Gumshuda cheez ka masjidon mein aylan karna kaisa hai ?
- AKarna chahiye
- BMana hai
- CKoi harj nahi
Information
- Description
- Tafseer of Surah Baqarah
- Author
- Asiya Abdul Raoof
- Language
- English
- Views
- 1,398
- Tags
- Rating
- No ratings yet Rate this quiz