Quiz
Muharram ul Haram 1
Questions in this quiz (10)
1Muharram ka lafzi matlab kya hay?
- AAzmat wala
- BAehtram wala
- CHurmat wala
- DOper k sab
2Islami Saal ka ikhtitaam aur is ki ibtida hurmat waly mahinay say hoti hay
- ATrue
- BFalse
3Hurmat waly mahinay kitnay hain?
- A5
- B4
- C8
4Zyada aehtraam kis ka hay?
- AHurmat waly mahinon ka
- BMasjid ul haram ka
- CInsaanon ka
5لا تسبو اصحابي
Ka matlab kya hay?- AAshaba ki mukhalfat na kerna
- BNa banna sahabi jesy
- CMery sahaba ko bura bhala na kehna
6Baat baat main jhoot bolna aur waada ker k pora na kerna Munafiq ki alamat hay?
- ATrue
- BFalse
7Aik insaan per dosry insan ki kin chezon ki hurmat lazim hay?
- AQatal ،aehtram, kaffara
- BJaan, maal, aabro
- CJaan ,maal, aulad
8Amoman ghalat kaam aur ghalat baat kab ho jaty hain?
- ABuray mahool main
- BAmeer logon ki mehfil main
- CTanhai main
9Hazrat omer k door main calander banany ka mashwara kis nay dya?
- AHazrat Usman(R.A)
- BHazar Abu Musa Asha'ri(R.A)
- CHazrat talha bin zubair(R.A)
10Kisi aik jaga dil na lagy to hijrat ker leni chahye?
- ATrue
- BFalse
Information
- Description
- Saal noo ki ahmiyat
- Author
- hiratanzeel
- Language
- English
- Views
- 228
- Tags
- Rating
- No ratings yet Rate this quiz