GoConqr has a new look! Let us know what you think.

Quiz

Qasasulquran quiz 17

Asiya Abdul Raoof 10 questions 2,185 views

Take the quiz

Questions in this quiz (10)

  1. 1Dhul qarnanin us badshah ka naam tha ya laqab ?
    1. Anaam tha
    2. Blaqab tha
    3. Cdonon jawab ghalat hai
  2. 2Dhul qarnain kaisa badshah tha ?
    1. AZalim badshah
    2. BAr rajulu ghair saleh
    3. Car rajulus saleh
  3. 3فاتبع سببا (Fa atba a sababa) ke kya maani hai ?
    1. Ausne asbab ki pairvi ikhtiyar ki
    2. Busne ek nayi muhim ka aaghaz kiya
    3. Cus ke paas kuch asbab nahi the
    4. DA aur B durust hai
  4. 4Ek deen ka daee agar kisi aisi jagah pahunch jaye jahan kiwoh language na samagh sakta ho to kya wo
    1. Abaghair apna paigham pahunchae wapas aajayega
    2. Bjis tarah Dhul qarnain ne unki baat samajh kar unki madad ki isi tarah woh daee bhi madad karega
    3. Cya yeh hamare liye acha excuse hai ke ham unki language nahi jante to hampar koi zimmedari nahi hai
  5. 5Dhul qarnain ne deewar construct karne par koi tax lena kyun na gawara kiya ?
    1. AKyun ke use Allah tala ne bahut kuch de rakha tha is liye usne logon se lena gawara nahi kiya
    2. Bkyun ke woh ek maghroor badshah tha use logon ke maal ki zururat nahi thi
    3. Ckyunke woh logon ke paas dene ke liye kuch maal nahi tha
  6. 6Dhul qarnain se murad
    1. AAlexander the great
    2. BKhoras
    3. Cek nek musalman adil badshah
  7. 7Yajuj aur majuj rozanah kya kaam karte hain ?
    1. AWo rozana deewar taameer karrahe hain
    2. Bwo rozana deewar mein shagaf karrahae hain (hole)
    3. Cwo deewar todrahe hain
  8. 8Dhul qarnain ne itni masboot deewar banae aur kaha ke ye deewar ko ab koi tod nahi sakta .
    1. Atrue
    2. Bfalse
  9. 9Dhul qarnain ne apni tamam quwwat ka credit kisko diya ?
    1. AAllah tala
    2. BKhud ko
    3. CApne iktedar ko (power)
  10. 10Agar hamen koi auhda ya talent ya beauty Allah tala ne di ho to hamara attitude kaisa hona chahiyye ?
    1. Aye hamari mehnat se hasil ki hui hai lihaza ham khud ko credit denge
    2. Bye Allah tala ki di hui hai lihaza Allah tala ka shukr ada karenge
    3. CHamen kuch karne ki zururat nahi hain ise granted lelenge

Information

Description
Quiz on Qasasulquran quiz 17 , created by Asiya Abdul Raoof on 11/06/2017.
Language
English
Views
2,185
Rating
No ratings yet
Rate this quiz
Rate this quiz

Feedback

What is it about?

What do you think of the new look?

How do you like it?