¡GoConqr estrena diseño! Cuéntanos qué te parece.

Test

DAUR-E-QURAN juz 16

Asiya Abdul Raoof 14 preguntas

Hacer el test

Preguntas del test (14)

  1. 1Q1. Musa (a.s) aur Khidr (a.s) ke waqiae mein ilm hasil karne ka kounsa aadab wazeh dikhai deta hai ?
    1. AIlm hasil karne ke liye safar zaruri hai
    2. BIlm hasil karne ke liye sabar zaruri hai
    3. CIlm hasil karne ke liye kasrat-e-sawaal kiye jae
  2. 2Q2. Asbaab ki perwi se kya murad hai ?
    1. ANi’amaton ka zikr karna
    2. BNi’amate paakar khush hona
    3. CNi’amaton ka br waqt behtareen istemaal karna
  3. 3Q3. Zul Qarnain ka kirdaar kaisa dikhai deta hai ?
    1. AImaan wala, zaheen, farmabrdaar, shukrguzaar
    2. BInsaan ki bhalai ke kaam karne wale halake momin na tha
    3. CDur ka safar karne wale take apni hukomat ka dairah badha sake
  4. 4Q4. Zul Qarnain ne dewaar banana ke liye qaum se kis qism ki maddad chahi ?
    1. APaison ka intezaam kar diya jae
    2. BKaam karne ke liye log agae aye
    3. CDewaar paakhi karne ke liye tanbe ka intezaam kar diya
  5. 5Q5. Science aur technology mein aage badhna zaruri hai. Kis waqie se pata chalta hai ?
    1. AZul Qarnain ke
    2. BKidhr (a.s)
    3. CAshaab Al-Kahf
  6. 6Q6. Surah Al-Kahf ka shaan-e-nuzool kya hai ?
    1. ASabq aamuz waqiat sunana
    2. BTareekhi waqiat sunana
    3. CKuffar-e-Makkah ke puche gae sawalon ke jawab dena take Nabi (s.a.w.s) ki nubuwat sabith hojae
  7. 7Q7. Isa (a.s) ki paidaish ke bare mein humara kya aqeeda hona chahiye ?
    1. AAllah ke kalmia “كن” (ho ja) se mu’ajzana taur par bagair baap ke paida huwe
    2. BBaghair haml ke paida huwe
    3. CDono jawab durust hai
  8. 8Q8. Kis nabi ka naam Allah (s.w.t) ne kud bataya ?
    1. AIsa (a.s)
    2. BZakariya (a.s)
    3. CYahya (a.s)
  9. 9Q9. Maryam (a.s) ki sakht azmaish ke baad kya ghair mamuli (unique) ni’amat aata ki ?
    1. AAulaad ki ni’amat
    2. BAurton par fazeelat
    3. CSabar aur shukr ki daulat
  10. 10Q10. Surah Ta-Ha ki tilaawat sun kar koun se sahabi imaan lae ?
    1. AAli (r.a)
    2. BUmar (r.a)
    3. CBilaal (r.a)

Información

Descripción
Brief interpretation of the QURAN
Idioma
English
Visitas
117
Valoración
Aún sin valoraciones
Valora este test
Valora este test

Escríbenos

¿Sobre qué es tu mensaje?

¿Qué te parece el nuevo diseño?

¿Te gusta?