Test
DAUR-E-QURAN juz 30
Preguntas del test (22)
1Q1. Surah An Naba mein pahad ko kya kaha gaya hai ?
- AMazboot
- BMaikh
- CDuo hakle (huge)
2Q2. Nabeena sahabi “Abdullah bin Umme Makhtoom ke bare mein kounsi surat nazil hui ?
- AAn Naaziaat
- BAl Infitar
- CAbasa
3Q3. Muazaz farishton ke saath koun hoga ?
- AQuran ki tilawat karne wale
- BQuran par amal karne wale
- CMahir-e-Quran
4Q4. Zinda ghadi ladki se kya pocha jaye ga ?
- ATu kis qusor mein maari gyi
- BTujhe kisne maara
- CTu ab kya chahti hai
5Q5. At Takweer mein kiski tareef bayan hui hai ?
- AMikaail (a.s)
- BJibraeel (a.s)
- CIsrafeel (a.s)
6Q6. Bure logon ka daftar kahan hai ?
- AIliyeen
- BSijjeen
- CMutfeen
7Q7. Badshah ne ‘ashabe ukhdood’ ko kya hukum diya ?
- AAag mein kood jao
- BMulk chod do
- CQaid mein raho
8Q8. Surah Al Balad mein “dushwar guzaar ghati” kis ko kaha gaya hai ?
- ANamaz padhna
- BPul siraat
- CYateem miskeen ko khana khilana
9Q9. Aik naiki _________________ka rasta kholti hai.
- ADusri naikion ke liye
- BSachai
- CSidha
10Q10. Yatimi ke bawjood Aap (s.a.w.s) ke dada ko shafiq bana kar Aap (s.a.w.s) ko thikana mohiya kiya. Ye kis surat mein bayan huwa hai ?
- AAd Duha
- BAsh Sharh
- CAt Teen
11Q11. Miskeen ko khana khilane ki targheeb na dena. Bahut bura amal hai. Kis surat mein ye mazmun aya hai ?
- AAl Feel
- BAl Quraish
- CAl Ma’aun
12Q12. Al Asr aik jaame tareen surat hai. Ismein faide mein rehne walon ki kitni sifaat bayan hui hai ?
- A3
- B4
- C5
13Q13. Jahannamion ko aag ke lambe lambe sutoono mein band kardiya jaye ga. Kahan bayan huwa hai ?
- AAl Feel
- BAl Humaza
- CAl Ma’aun
14Q14. Koun halak hogae ?
- AAyb talash karne wale
- BTakhfeef (kami) karne wale
- CDono jawabat durust hai
15Q15. Jo maal jama karta hai phir gin gin kar rakta hai, wo kya samjhta hai ?
- ABahut bada kaam karliya
- BYe maal humesha iske pass rahega
- CKoi ye maal le leyga
16Q16. Abraha ko kisne ye kaha tha ke ‘tu jiska ghar dhane aya hai wahi iska muhafiz hai’. Ye tera aur Allah ka muamla hai.
- AAbu Talib
- BAbu Sufiyaan
- CAbdul Muttalib
17Q17. Nabi (s.a.w.s) par jadu kiya gaya. Allah ne thod ke liye kounsi surtein nazil ki ?
- AAl Falaq aur An Naas
- BAl Ikhlaas aur An Naas
- CAl Ikhlaas aur Al Falaq
18Q18. Hafsa binte Siran ki kya khubi thi ?
- AMahir-e-Quran thi
- BBahut zaheen thi
- CBahut bahadur thi
19Q19. Hawze Kawsar se pani pee lene ke baad :-
- AKabhi pyaas na lage gi
- BKabhi garmi na lage gi
- CDono jawabat durust hai
20Q20. Allah ka mukammal ta’aruf kounsi surat mein hai ?
- AAl Ikhlaas
- BAl Falaq
- CAn Naas
21Q21. “Nafse Mutmainnah” kya hai ?
- AJis se Allah khush huwa
- BJo Allah se khush huwa
- CDono jawabat durust hai
22Q22. Asaan hisaab kya hai ?
- AHisaab na liya jayga
- BNaikion ka paldha bhari hone par gunahon ki bakshish
- CBuraion ka paldha bhari hone par gunahon ki bakshish
Información
- Descripción
- Brief interpretation of the QURAN
- Autor
- Asiya Abdul Raoof
- Idioma
- English
- Visitas
- 241
- Etiquetas
- Valoración
- 3,0 de 5 · 1 valoración Valora este test