¡GoConqr estrena diseño! Cuéntanos qué te parece.

Test

ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 5}

Asiya Abdul Raoof 15 preguntas 1.203 visitas

Hacer el test

Preguntas del test (15)

  1. 1Q1. Gandom ka nisab kitna hai ?
    1. A20 maan
    2. B25 maan
    3. C30 maan
  2. 2Q2. Taza angoor ki zakat kis tarah di jati hai ?
    1. ATaza angoor se
    2. BKishmish se
    3. CDono tarah ada ki jasakti hai
  3. 3Q3. Qudrati zarae se serab hone wali zameen ki zakat kitni ada ki jati hai ?
    1. A1/10 hissa
    2. B1/5 hissa
    3. C1/20 hissa
  4. 4Q4. Masnawi zarae se serab hone wali zameen ki zakat kitni ada ki jati hai ?
    1. A1/10 hissa
    2. B1/5 hissa
    3. C1/20 hissa
  5. 5Q5. Zameen ki paidawaar par zakat kab di jati hai ?
    1. AHar qamri saal
    2. BHar 6 mahine baad
    3. CHar fasal ki katai par
  6. 6Q6. خرص ka kya mana hai ?
    1. AAndaza lagana ( to estimate )
    2. BGinna ( to count )
    3. CTolna ( to measure )
  7. 7Q7. Karobaari niyaat se kharidi gai zameen par zakat kab ada ki jaegi ?
    1. AHar saal
    2. BKharidte waqt
    3. CBaechte waqt
  8. 8Q8. Inmein se kis cheez par zakaat ada karni hogi ?
    1. AFarm animals
    2. BFactory ki machines
    3. CShehad ( honey)
  9. 9Q9. Inmein se kis par zakaat wajib nahi ?
    1. ADafan shuda khazane ke milne par
    2. BKaan (mine) ki amdaani par
    3. CZaati ghar par
  10. 10Q10. Kitne unton par ek bakri zakaat ada ki jati hai ?
    1. A5 - 24
    2. B4 - 24
    3. C4 - 25

Información

Descripción
The fundamentals of ZAKAAT
Idioma
English
Visitas
1.203
Valoración
Aún sin valoraciones
Valora este test
Valora este test

Escríbenos

¿Sobre qué es tu mensaje?

¿Qué te parece el nuevo diseño?

¿Te gusta?