Quiz
ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 5}
Questions in this quiz (15)
1Q1. Gandom ka nisab kitna hai ?
- A20 maan
- B25 maan
- C30 maan
2Q2. Taza angoor ki zakat kis tarah di jati hai ?
- ATaza angoor se
- BKishmish se
- CDono tarah ada ki jasakti hai
3Q3. Qudrati zarae se serab hone wali zameen ki zakat kitni ada ki jati hai ?
- A1/10 hissa
- B1/5 hissa
- C1/20 hissa
4Q4. Masnawi zarae se serab hone wali zameen ki zakat kitni ada ki jati hai ?
- A1/10 hissa
- B1/5 hissa
- C1/20 hissa
5Q5. Zameen ki paidawaar par zakat kab di jati hai ?
- AHar qamri saal
- BHar 6 mahine baad
- CHar fasal ki katai par
6Q6. خرص ka kya mana hai ?
- AAndaza lagana ( to estimate )
- BGinna ( to count )
- CTolna ( to measure )
7Q7. Karobaari niyaat se kharidi gai zameen par zakat kab ada ki jaegi ?
- AHar saal
- BKharidte waqt
- CBaechte waqt
8Q8. Inmein se kis cheez par zakaat ada karni hogi ?
- AFarm animals
- BFactory ki machines
- CShehad ( honey)
9Q9. Inmein se kis par zakaat wajib nahi ?
- ADafan shuda khazane ke milne par
- BKaan (mine) ki amdaani par
- CZaati ghar par
10Q10. Kitne unton par ek bakri zakaat ada ki jati hai ?
- A5 - 24
- B4 - 24
- C4 - 25
11Q11. Koi shaks nisaab se kam maal hone ke bawajud zakaat dena chahe toh :-
- AIjazaat hai
- BIjazaat nahi
- CMakroh hai
12Q12. Kitni gaion aur kitni bakrion par zakaat wajib hai ?
- A20 gae aur 40 bakriya
- B30 gae aur 25 bakriya
- C35 gae aur 40 bakriya
13Q13. Gaion aur bhaison ki sharhe zakaat :-
- AGaion ki zyada hai
- BBhaison ki zyada hai
- CDono ki barabar hai
14Q14. Tijaarti gharz se pale gae janwar agar malik ke kharch par guzara karte ho toh unki zakaat :-
- AWahi hai jo dusre janwaro ki hai
- BAadhi hai
- CUnki amdani par zakaat hai
15Q15. Zaati istemaal ki cheezon par zakaat :-
- AWajib hai
- BWajib nahi
- CZarurat se zyada par ada karni hogi
Information
- Description
- The fundamentals of ZAKAAT
- Author
- Asiya Abdul Raoof
- Language
- English
- Views
- 1,203
- Tags
- Rating
- No ratings yet Rate this quiz