Test
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-8}
Preguntas del test (20)
1Q1. Jehri namaze kounsi hai ?
- AFajr aur Maghrib
- BFajr, Asr, Isha
- CFajr, Maghrib aur Isha
2Q2. Qiyam mein haath khule rakhna.
- ASunnat se sabit nahi
- BKoi harj nahi
- CSahih hai
3Q3. Jehri namaz mein buland awaaz se AAMEEN kehna.
- ASahih nahi hai
- BGuzishta gunaho se maghfirat ka ba'as hai
- CHalki awaaz se kehna chahiye
4Q4. ________________________ ke saath namaz ka aghaaz hojata hai.
- ASaff bandne
- BTakbeer-e-Tehreema
- CQiyam
5Q5. Sajde tilawat mein :-
- ASajde ki tasbeeh padhi ja sakti hai
- BKhaas du'a padhi jati hai
- CDono jawabaat durust hai
6Q6. Nabi (s.a.w.s) ne ek dafa kounsi surah Fajr ki dono rakaton mein tilawat farmai.
- ASurah Al-Ikhlaas
- BSurah Al-Fajr
- CSurah Az-Zalzalah
7Q7. Namaz mein sawaliah aayat ka jawab dena kaisa hai ?
- AMasnoon
- BMakrooh
- CWajib
8Q8. Ek rakat mein do surte milai jasakti hai.
- ABilkul jaiz hai
- BJaiz nahi
- CEk surah padhna behtar hai
9Q9. Takbeer-e-Tehreema mein :-
- AKhandon tak dono haath uthana chahiye
- BKaano ko haath lagana chahiye
- CDono jawabaat durust hai
10Q10. Namaz ke liye NIYYAT :-
- ADil mein kar lena kafi hai
- BZabaan se kehna Nabi (s.a.w.s) se sabit nahi
- CDono jawabaat durust hai
11Q11. Seene par haath bandte waqt :-
- ABaya haath (left hand) upar rahega
- BDaya haath (right hand) upar rahega
- CKoi bhi haath rakha ja sakta hai
12Q12. Nabi (s.a.w.s) ne _______________ dafa farmaya jisne Surah Al-fatiha na padhi uski namaz naqis hai.
- A1
- B2
- C3
13Q13. Qiyam mein pehle kya padha jata hai?
- ASana
- BTasmiya
- CTa'auz
14Q14. Kis sahabi ne Gazwae Khandaq ke mauqe par Nabi (s.a.w.s) aur sahaba ikhram ki mezbani ki aur barkat ka mu'jza pesh aya ?
- AJaber Bin Abdullah (r.a)
- BMu'az Bin Jabal (r.a)
- CUthman Bin Affaan (r.a)
15Q15. Ansaari imaam har rakat mein dusri surah ke saath, Surah Iklaas ki tilawat kyun karte the ?
- ASurah Ikhlaas choti surah hai
- BSurah Ikhlaas se mohabbat thi
- CNabi (s.a.w.s) aisa kiya karte the
16Q16. Kya lambi surat ka kuch hissa pehli aur baqi hissa dusri rakat mein padhna jaiz hai ?
- AJaiz hai
- BJaiz nahi hai
- CPuri surat padhni chahiye
17Q17. سَبِّحِ اسْمَ رَبِّكَ الْأَعْلَى ka jawab kya hai ?
- Aسبحان الله
- Bالله اكبر
- Cسبحان ربي الاعلئ
18Q18. Teen ya chaar rakat ki namaz mein 2 rakat ke baad RAFULYADAIN karna.
- ASunnat se sabit nahi
- BWajib hai
- CSunnat se sabit hai
19Q19. Nabi (s.a.w.s) ruku mein :-
- AGhutno par narmi se haath rakte
- BGhutno ko mazbud pakadte
- CDono jawabaat durust hai
20Q20. RAFULYADAIN karna :-
- AMasnoon hai
- BFarz hai
- CWajib hai
Información
- Descripción
- The fundamentals of PRAYER
- Autor
- Asiya Abdul Raoof
- Idioma
- English
- Visitas
- 2.300
- Etiquetas
- Valoración
- Aún sin valoraciones Valora este test