NAMAZ KE MASAEEL {TEST-8}

Descrição

The fundamentals of PRAYER
Asiya  Abdul Raoof
Quiz por Asiya Abdul Raoof, atualizado more than 1 year ago
Asiya  Abdul Raoof
Criado por Asiya Abdul Raoof mais de 8 anos atrás
2233
0

Resumo de Recurso

Questão 1

Questão
Q1. Jehri namaze kounsi hai ?
Responda
  • Fajr aur Maghrib
  • Fajr, Asr, Isha
  • Fajr, Maghrib aur Isha

Questão 2

Questão
Q2. Qiyam mein haath khule rakhna.
Responda
  • Sunnat se sabit nahi
  • Koi harj nahi
  • Sahih hai

Questão 3

Questão
Q3. Jehri namaz mein buland awaaz se AAMEEN kehna.
Responda
  • Sahih nahi hai
  • Guzishta gunaho se maghfirat ka ba'as hai
  • Halki awaaz se kehna chahiye

Questão 4

Questão
Q4. ________________________ ke saath namaz ka aghaaz hojata hai.
Responda
  • Saff bandne
  • Takbeer-e-Tehreema
  • Qiyam

Questão 5

Questão
Q5. Sajde tilawat mein :-
Responda
  • Sajde ki tasbeeh padhi ja sakti hai
  • Khaas du'a padhi jati hai
  • Dono jawabaat durust hai

Questão 6

Questão
Q6. Nabi (s.a.w.s) ne ek dafa kounsi surah Fajr ki dono rakaton mein tilawat farmai.
Responda
  • Surah Al-Ikhlaas
  • Surah Al-Fajr
  • Surah Az-Zalzalah

Questão 7

Questão
Q7. Namaz mein sawaliah aayat ka jawab dena kaisa hai ?
Responda
  • Masnoon
  • Makrooh
  • Wajib

Questão 8

Questão
Q8. Ek rakat mein do surte milai jasakti hai.
Responda
  • Bilkul jaiz hai
  • Jaiz nahi
  • Ek surah padhna behtar hai

Questão 9

Questão
Q9. Takbeer-e-Tehreema mein :-
Responda
  • Khandon tak dono haath uthana chahiye
  • Kaano ko haath lagana chahiye
  • Dono jawabaat durust hai

Questão 10

Questão
Q10. Namaz ke liye NIYYAT :-
Responda
  • Dil mein kar lena kafi hai
  • Zabaan se kehna Nabi (s.a.w.s) se sabit nahi
  • Dono jawabaat durust hai

Questão 11

Questão
Q11. Seene par haath bandte waqt :-
Responda
  • Baya haath (left hand) upar rahega
  • Daya haath (right hand) upar rahega
  • Koi bhi haath rakha ja sakta hai

Questão 12

Questão
Q12. Nabi (s.a.w.s) ne _______________ dafa farmaya jisne Surah Al-fatiha na padhi uski namaz naqis hai.
Responda
  • 1
  • 2
  • 3

Questão 13

Questão
Q13. Qiyam mein pehle kya padha jata hai?
Responda
  • Sana
  • Tasmiya
  • Ta'auz

Questão 14

Questão
Q14. Kis sahabi ne Gazwae Khandaq ke mauqe par Nabi (s.a.w.s) aur sahaba ikhram ki mezbani ki aur barkat ka mu'jza pesh aya ?
Responda
  • Jaber Bin Abdullah (r.a)
  • Mu'az Bin Jabal (r.a)
  • Uthman Bin Affaan (r.a)

Questão 15

Questão
Q15. Ansaari imaam har rakat mein dusri surah ke saath, Surah Iklaas ki tilawat kyun karte the ?
Responda
  • Surah Ikhlaas choti surah hai
  • Surah Ikhlaas se mohabbat thi
  • Nabi (s.a.w.s) aisa kiya karte the

Questão 16

Questão
Q16. Kya lambi surat ka kuch hissa pehli aur baqi hissa dusri rakat mein padhna jaiz hai ?
Responda
  • Jaiz hai
  • Jaiz nahi hai
  • Puri surat padhni chahiye

Questão 17

Questão
Q17. سَبِّحِ اسْمَ رَبِّكَ الْأَعْلَى ka jawab kya hai ?
Responda
  • سبحان الله
  • الله اكبر
  • سبحان ربي الاعلئ

Questão 18

Questão
Q18. Teen ya chaar rakat ki namaz mein 2 rakat ke baad RAFULYADAIN karna.
Responda
  • Sunnat se sabit nahi
  • Wajib hai
  • Sunnat se sabit hai

Questão 19

Questão
Q19. Nabi (s.a.w.s) ruku mein :-
Responda
  • Ghutno par narmi se haath rakte
  • Ghutno ko mazbud pakadte
  • Dono jawabaat durust hai

Questão 20

Questão
Q20. RAFULYADAIN karna :-
Responda
  • Masnoon hai
  • Farz hai
  • Wajib hai

Semelhante

NAMAZ KE MASAEEL {TEST-2}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-5}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-18}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-3}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-7}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-13}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-4}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-10}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-14}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-12}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-1}
Asiya Abdul Raoof