Test
QURANIC GEMS QUIZ 10-11-12
Preguntas del test (15)
1Q1) Jannat-e-Adn ki kya khaas baat bataai gayi hai ?(Multiple answers)
- AYe bohot khoobsurat hai
- BYe Jannatiyon ke kareeb le aayi jayegi
- CUsko khud Allah tala ne apne haath se tameer kiya hai
- DUske neeche Nehrein behtee hain
2Q2) Mushrikeen-e-Makkah ke kis sawaal ke jawaab mein Allah tala ne Surah Yusuf naazil ki ?
- ABani Israeel Kanaan kaise pohnche ?
- BBani Israeel Misr kaise pohnche ?
- CBani Israeel Madinah kaise pohnche ?
- DYusuf(AS) kaun the ?
3Q3) Ghazwa-e-Uhud mein shikast ki badi wajah kya thi ?
- AAllah ki nafarmaani
- BRasool Allah(SAW) ki nafarmaani
- CBughz wa Keena
- DTakabbur
4Q4) Sultan Salah-ad-din Ayyubi ne Bait-al-Maqdis ko fatah karne ke liye kis waqt ka intekhaab kiya ?
- ARamadan ka pehla Ashrah
- BRamadan ka doosra Ashrah
- CRamadan ka aakhri Ashrah
- DArafah ka din
5Q5) Jab bhaiyon ne Yusuf(AS) ko pehchaan liya to kya kaha ?(Multiple answers)
- AAllah ne humko strong group banaya
- BAllah ne tumko humper fazeelat di
- CHum khatakaar the
- DHum Khatakaar na the
6Q6) muttahid rehne ke liye sabse zaruri kya hai ?
- ATohfe(gifts) diye jaayein
- BNawaafil ki adaaigi
- CAllah aur uske Rassol(SAW) ki itaat
- DAapas meim mel-jol
7Q7) Yusuf(AS) ke Qisse ko kya kaha gaya hai ?
- AAjeeb Qissa
- BBehtereen Qissa
- CNa qabile yaqeen qissa
- DSabaq aamoz qissa
8Q8) Surah Al-Anfaal aur Surah At-Taubah mein kin Ghazwaat ka zikr hai ?
- ABadr-Uhud
- BBadr-Khandaq
- CUhud-Khandaq
- DBadr-Uhud-Khandaq
9Q9) Shaikh Al Islam Ibn-e-Taymiyyah ke waalid ne Hijrat ke waqt kya apne saath liya ?
- AKapde
- BKitaabein/books
- CGhallah
- DGhar ka qeemti saaman
10Q10) Kiske baare meim mashoor hai ki jo unse mil leta uske dil mein Rasool(SAW) ki muhabbat paida ho jaati thi, unhone kode khaaye lekin ghalat Fatwa nahi diya
- AImam Maalik
- BIman Shafaiee
- CImam Ahmad bin Hanbal
- DImam Abu Hanifah
11Q11) Fatah Makkah ke mawqe per Nabi(SAW) ne Makkahwalon se farmaya "Aaj kisi per koi giraft nahi" ye Jumla usse pehle kisne kaha tha ?
- AYaqoob(AS)
- BYusuf(AS)
- CAdam(AS)
- DSalah-ad-din Ayyubi ne
12q12) Kis cheez ke badle Allah tala ne humse Jannat ka sauda kiya hai ?
- AAulaad
- BWaqt
- CJaan aur maal
- DMaal
13Q13) Hadith ka mafhoom muqammal karein..."Jo shakhs nafs ki bakheeli se bacha liya gaya...."
- AUska thikana Jahannam hai
- BWo falah paa gaya
- CWo khasaare mein pad gaya
- DNone of the above
14Q14) Aitraaf-e-Gunaah ka na karna kiska tareeqa hai ?
- AYusuf(AS) ke bhaaiyon ka
- BShaitaan ka
- CInsaan ka
- DAzeez-e-misr ka
15Q15) Surah At-Tawbah mein kis Baith ka zikr hai ?
- ABaith-e-Uqabah(first)
- BBaith-e-Uqabah(second)
- CBaith-e-Ridwaan
- DBaith-e-Uqabah(first & second)
Información
- Descripción
- TRANSLATION & TAFSEER OF SELECTED AYAH OF THE HOLY QURAN
- Autor
- Shabana Rupani
- Idioma
- English
- Visitas
- 440
- Etiquetas
- Valoración
- Aún sin valoraciones Valora este test