Test
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-5}
Preguntas del test (20)
1Q1. Jannat mein ek buland darje ka naam hai :-
- AMaqame Mehmood
- BWaseela
- CHaawiya
2Q2. Azaan aur iqaamat ke beech ka waqfa:-
- ABahut kam hona chahiye
- BZyada hona chahiye
- CItna hoke khana khane wala khane se fariq hojae
3Q3. Sutre aur namazi ke darmiyan se guzarne wale ko daurane namaz, namazi hath se ruk de.
- ASahih
- BGalat
- CIs tarah namaz mein harj ata hai
4Q4. Kisi musibat ke waqt azaan dena :-
- ASunnat se sabit hai
- BSunnat se sabit nahi
- CDene mein koi harj nahi
5Q5. Nabi (s.a.w.s) ne "Maqame Mehmood" ke bare mein farmaya ke ye kis ko ata kiya jaega ?
- ANabi (s.a.w.s)
- BHazrat Ibrahim (a.s)
- CHazrat Musa (a.s)
6Q6. Abdullah bin Umme Makhtoom (r.a) nabina hone ke bawajud azaan dete the.
- ASahih
- BGalat
- CNabi (s.a.w.s) ne unhe azaan dene se mana farmaya tha
7Q7. Diwaar samne ho toh :-
- ASutre ki zarurat nahi
- BSutre ki zarurat hai
- CSutra rakhna behtar hai
8Q8. Azaan ke baad chand masnoon du'aein padhi jati hai.
- ASahih hai
- BGalat hai
- CBiddat hai
9Q9. Safr ke dauran namaz bajamat padhne ke liye azaan dena kaisa hai ?
- AChoot di gai hai
- BAzaan di jaegi
- CAzaan aur iqaamat dono deni hogi
10Q10. Sutre ka maqsad kya hai ?
- ANamaz ka aadab kiya jae
- BNamaz mein khushu ekhtiyaar ki jae
- CDono jawabat durust hai
11Q11. Safr mein sutre ke ehtemam ki koi zarurat nahi.
- ASahih
- BGalat
- CAgar kisi ke guzarne ka khadsha ho, toh zaruri hai
12Q12. Azaan aur iqaamat tehr-tehr kar kehna chahiye.
- ASahih
- BAzaan jaldi jaldi kehna chahiye
- CIqaamat jaldi jaldi kehna chahiye
13Q13. Sehri aur tahajjud ke liye azaan dena.
- ASunnat hai
- BMakrooh hai
- CBiddat hai
14Q14. Kamaz kam kitna ilm zaruri hai ?
- AU'lama ke ilm ka chothai (1/4)
- BJo aram se hasil hojae
- CBunyadi ahkamaat ka janna
15Q15. Imaam aur muqtadio, sub ko sutra rakhna chahiye.
- ASahih
- BGalat
- CImaam ka rakh lena kafi hai
16Q16. Koun apna tikhana Jahannam mein bana le.
- ANisyaan ke ba'as kuch hissa hadith ka sahih na sunne wala
- BJaan buch kar Nabi (s.a.w.s) ke taraf jhoot ghadne wala
- CDono jawabat durust hai
17Q17. Sutra aur namazi ke darmiyan kitni jagah honi chahiye ?
- AEk bakri ke guzarne ki jagah ho
- BDedh do (1/2-2) foot ka faasla ho
- CDono jawabat durust hai
18Q18. Du'a rad (reject) nahi ki jati.
- AAzaan aur iqaamat ke darmiyan
- BAzaan ke dauran
- CIqaamat ke dauran
19Q19. Nabi (s.a.w.s) ne Sahaba Ikhraam ko kis waqt saff banane ka hukm diya ?
- AJab Nabi (s.a.w.s) ajae
- BNabi (s.a.w.s) ke ane se pehle
- CJis tarah bhi sahulat ho
20Q20. Namazi ke samne se guzarne wala chalees (din/mahine/saal ) intezaar kare. Agar usko pata chal jae ke :-
- AYe kitna bura amal hai
- BSakht gunah ka ba'as hai
- CDono jawabat durust hai
Información
- Descripción
- The fundamentals of PRAYER
- Autor
- Asiya Abdul Raoof
- Idioma
- English
- Visitas
- 3.932
- Etiquetas
- Valoración
- Aún sin valoraciones Valora este test