GoConqr has a new look! Let us know what you think.

Quiz

NAMAZ KE MASAEEL {TEST-5}

Asiya Abdul Raoof 20 questions 3,932 views

Take the quiz

Questions in this quiz (20)

  1. 1Q1. Jannat mein ek buland darje ka naam hai :-
    1. AMaqame Mehmood
    2. BWaseela
    3. CHaawiya
  2. 2Q2. Azaan aur iqaamat ke beech ka waqfa:-
    1. ABahut kam hona chahiye
    2. BZyada hona chahiye
    3. CItna hoke khana khane wala khane se fariq hojae
  3. 3Q3. Sutre aur namazi ke darmiyan se guzarne wale ko daurane namaz, namazi hath se ruk de.
    1. ASahih
    2. BGalat
    3. CIs tarah namaz mein harj ata hai
  4. 4Q4. Kisi musibat ke waqt azaan dena :-
    1. ASunnat se sabit hai
    2. BSunnat se sabit nahi
    3. CDene mein koi harj nahi
  5. 5Q5. Nabi (s.a.w.s) ne "Maqame Mehmood" ke bare mein farmaya ke ye kis ko ata kiya jaega ?
    1. ANabi (s.a.w.s)
    2. BHazrat Ibrahim (a.s)
    3. CHazrat Musa (a.s)
  6. 6Q6. Abdullah bin Umme Makhtoom (r.a) nabina hone ke bawajud azaan dete the.
    1. ASahih
    2. BGalat
    3. CNabi (s.a.w.s) ne unhe azaan dene se mana farmaya tha
  7. 7Q7. Diwaar samne ho toh :-
    1. ASutre ki zarurat nahi
    2. BSutre ki zarurat hai
    3. CSutra rakhna behtar hai
  8. 8Q8. Azaan ke baad chand masnoon du'aein padhi jati hai.
    1. ASahih hai
    2. BGalat hai
    3. CBiddat hai
  9. 9Q9. Safr ke dauran namaz bajamat padhne ke liye azaan dena kaisa hai ?
    1. AChoot di gai hai
    2. BAzaan di jaegi
    3. CAzaan aur iqaamat dono deni hogi
  10. 10Q10. Sutre ka maqsad kya hai ?
    1. ANamaz ka aadab kiya jae
    2. BNamaz mein khushu ekhtiyaar ki jae
    3. CDono jawabat durust hai

Information

Description
The fundamentals of PRAYER
Language
English
Views
3,932
Rating
No ratings yet
Rate this quiz
Rate this quiz

Feedback

What is it about?

What do you think of the new look?

How do you like it?