Quiz
Muharram
Questions in this quiz (10)
1Maah e Muharram ki khaas ibadat kya hay?
- AShuhada ka matam aur soog manana
- BNabi ki hijrat ko yaad ker k rona
- CRoza rakhna
- DOper k sab
210 muharram ka roza yahodi kiun rakhty thy?
- ABani israeel ki firaaon say nijat ki khushi main
- BAdam (A.S)ki pedaish ki khushi main
- CKarbala main bhoka pyasa rehnay walon ki yaad main
3Gunahon say bachny k lye logon say milna julna kam rakhna chahye?
- ATrue
- BFalse
4Momin aur munafiq ka farq kya hay?
- ASadqaat
- BIkhlaqiyaat
- CNamaz ki pabandi
5Hijrat nabowat k konsay saal hoi?
- A17
- B10
- C13
6Amal ki hijrat kesy ki ja sakti hay?
- ANeend say bedari ki taraf
- BGheebat say naseehat ki taraf
- CNarazgi say darguzar ki taraf
- DSab options
7Islami saal k mahinay Muhammad (SAW ) nay banaye hain?
- ATrue
- BFalse
8Hijrat hum say kya layti hay?
- ADeen
- BQurbani
- CUmeed
9Aaj musalman qoom ki barbadi ki bari wajah kya hay?
- AHurmat waly mahinon ki be hurmati
- Bilm ki kami aur maal ki zyadti
- CDunya ki mohubbat aur moot ka khauf
10Dil k zang ko door kerny ka tareeqa kya hay?
- AKasrat say Quran parhna
- BMoot ko kasrat say yaad kerna
- CDin raat sajday main guzar dena
- DDini kitaboon ko kasrat say khareedna
Information
- Description
- Hurmat ka mahina
- Author
- hiratanzeel
- Language
- English
- Views
- 222
- History
- Created on 13 Oct 2015 · updated on 19 Feb 2016
- Tags
- Rating
- No ratings yet Rate this quiz