QURANIC GEMS QUIZ 19-20-21

Descrição

TRANSLATION & TAFSEER OF SELECTED AYAH OF THE HOLY QURAN
Shabana Rupani
Quiz por Shabana Rupani, atualizado more than 1 year ago
Shabana Rupani
Criado por Shabana Rupani quase 5 anos atrás
273
0

Resumo de Recurso

Questão 1

Questão
Q1) Quran se aam Musalmanon ka jo mamla hai uske liye Ayat mein kya lafz istemaal hua hai ?
Responda
  • Muazziz
  • Mahjoora
  • Kareem

Questão 2

Questão
Q2) Nek bandon ka Allah tala ne in Aayaat mein kya naam liya hai ?
Responda
  • Swaliheen
  • Muhsineen
  • Ibadullah
  • Ibadur Rahman

Questão 3

Questão
Q3) Jab Walidain aur Awlaad Jannat ke mukhtalif darje haasil karenge to unko ek jagah jama karne ke liye kya maamla kiya jayega ?
Responda
  • Awlaad ko walidain ke darje ata kiye jayenge
  • Walidain ko awlaad ke darje ata kiye jayenge
  • Kam darjewalon ko buland darje ata kiye jayenge
  • Buland darjewalon ko kam darje ata kiye jayenge

Questão 4

Questão
Q4) Nabi(SAW) ne un Soorton ke baare mein kya farmaya jinmein Qayamat ki holnaki ka naksha khincha gaya hai ? "Mujhe Hood aur uski behnon ne ___________ "
Responda
  • Dara diya
  • Boodha kar diya
  • Sahma diya

Questão 5

Questão
Q6) Ayat mein nek log jab apni awlaad ko nekiyaan karte dekhte hain to unhein kya cheez haasil hoti hai ?
Responda
  • Khushi
  • Tamaniyat(Satisfaction)
  • Aankhon ki thandak

Questão 6

Questão
Q6) Nabi(SAW) Allah tala se Qayamat ke din kya kahenge ?
Responda
  • Meri Ummat ne Quran ko thaam rakha tha
  • Meri Ummat ne Quran ko chod diya tha
  • Meri Ummat ne Quran ka Haqq ada kar diya

Questão 7

Questão
Q7) Arab log kis muhaavre ko bad-dua ke taur per istemaal karte the ?
Responda
  • Tumhari aankhein garam hon
  • Tumhari aankhein andhi ho jaaye
  • Tumhari aankhein apnon ko tarse

Questão 8

Questão
Q8) Hazrat Ayesha(RA) farmaati hain ki "Acha akhlaaq ka hona bhi ________________ hai"
Responda
  • Haya
  • Bohot mushkil kaam
  • Rahem dili

Questão 9

Questão
Q9) Hadith "Har Deen ki ek numaya khoobi hoti hai, Islam ki numaya khoobi ___________ hai"
Responda
  • Dua
  • Salam
  • Haya

Questão 10

Questão
Q10) Sahih opposite kya hai ?
Responda
  • Riba------Begharzi
  • Riba--------Tohfa
  • Riba--------Zakah

Questão 11

Questão
Q11) Kis kirdaar ke saath Allah tala ne Haya ka lafz istemaal kiya hai ?
Responda
  • Asiya zawje Firaun
  • Umm Moosa
  • Moosa(AS) ki behen
  • Bint-e-Shuaib

Questão 12

Questão
Q12) Islam khudgharzi se bachana chahta hai, jabki __________ khudgharzi paida karta hai
Responda
  • Riba
  • Lain-dain
  • Kaarobaar

Questão 13

Questão
Q13) Inmein se kya cheez Riba nahi hai ?
Responda
  • Qarz mein diye gaye paison ko badha kar dena
  • Kaarobar mein nafa nuqsan ka hona
  • Ghatiya maal ke badle acha maal lena

Questão 14

Questão
Q14) Wo kaunsa jazba tha jisne Asiya zawje Firaun ko pehli khatoon bana diya jisne kisi bache ki parwarish ka zimma liya ?
Responda
  • Beawlaadi
  • Raham dili
  • Sila Rehmi

Questão 15

Questão
Q15) Sood ki hurmat per kitni Ahaadith mawjood hai ?
Responda
  • 20
  • 30
  • 40
  • 50

Semelhante

QURANIC GEMS QUIZ 7-8-9
Shabana Rupani
QURANIC GEMS QUIZ JUZ 1-2-3
Shabana Rupani
QURANIC GEMS QUIZ 16-17-18
Shabana Rupani
QURANIC GEMS QUIZ 4-5-6
Shabana Rupani
QURANIC GEMS QUIZ 10-11-12
Shabana Rupani
QURANIC GEMS QUIZ 25-26-27
Shabana Rupani
QURANIC GEMS QUIZ 28-29-30
Shabana Rupani
QURANIC GEMS QUIZ 13-14-15
Shabana Rupani
QURANIC GEMS QUIZ 22-23-24
Shabana Rupani
Fahm al-Qur'an Juz' 1 Part 1 Quiz
Al Huda Canada
Fahm al-Qur'an Juz' 1 Part 2 Quiz
Al Huda Canada