Seerah quiz-4

Descrição

Understanding the life of the Prophet pbuh
Shabana Rupani
Quiz por Shabana Rupani, atualizado more than 1 year ago
Shabana Rupani
Criado por Shabana Rupani aproximadamente 9 anos atrás
548
0

Resumo de Recurso

Questão 1

Questão
Q-1: Pehli Wahi ke nuzool ke baad Khadija(R.A) Aapko apne chachere bhai ke paas lekar gayi unka naam...
Responda
  • Abu Talib
  • Waraqah bin Naufal
  • Adi bin Mutim

Questão 2

Questão
Q-2: Khadija(R.A) ke bhai _________ zuban mein Injeel likhte the
Responda
  • a) Arabic
  • b) Hebrew
  • c) Ibraani
  • d) b & c

Questão 3

Questão
Q-3: Wahi ke band hone ke arse ko __________ kehte hain
Responda
  • a) Bandish-e-Wahi
  • b) Fatrat-al-Rusul
  • c) Fatrat-al-Wahi
  • d) a & c

Questão 4

Questão
Q-4: Imam Ibn al Qayyum Jawzi ne ek kitab likhi Seerat per jo ke bohot mashoor huwi
Responda
  • Zadd-e-Raah
  • Zadd-e-Ma'ad
  • Zadd-e-Seerat

Questão 5

Questão
Q-5: Wahi band hone ki hikmat kya thi ?
Responda
  • Aap ke andar tahammul aur quwwat-e-bardasht paida ho
  • Khauf door ho
  • All of the above

Questão 6

Questão
Q-6: Sachche khwab Nubuwwat ka ____ hissa hote hain
Responda
  • 42
  • 44
  • 46

Questão 7

Questão
Q-7: Sachche khwab Aapko kabse aa rahe the ?
Responda
  • 2 mahino se
  • 4 mahino se
  • 6 mahino se

Questão 8

Questão
Q-8: Aap(S.A.W) ne Jibrael Ameen ko kitni dafa dekha ?
Responda
  • 2 dafa
  • 4 dafa
  • 1 dafa

Questão 9

Questão
Q-9: Ek dafa Allah ke Rasool(S.A.W) per Wahi ho rahi thi to Aap ek Sahabi se lagkar baithe the...wo Sahabi ko apna pair dabta huwa mehsoos huwa. Wo Sahabi ka naam kya hai ?
Responda
  • Zaid bin Haaris
  • Zaid bin Saabit
  • Osama bin Zaid

Questão 10

Questão
Q-10: Me'raj ke mouqe per Allah(SWT) ne Aap se Kalaam kiya...
Responda
  • Aamne-saamne
  • Baghair hijaab ke
  • Beech mein ek oth haail thi

Questão 11

Questão
Q-11: Wahi ke band hone ke baad jo Aayaat nazil hui
Responda
  • Surah Al Fatihah
  • Surah Al Kausar
  • Surah Muddassir ki ibtedaai Aayaat

Questão 12

Questão
Q-12: Wo Saeed Ruhein jinhone Aapki daawat per labbaik kaha
Responda
  • Abu Bakr siddique(R.A), Khalid bin Waleed(R.A) Amr bin al Aas(R.A)
  • Uthman(R.A), Abu Obaidah(R.A), Bilal bin Rabah(R.A), Abu Bakr(R.A)
  • All of the above

Questão 13

Questão
Q-13: Ibteda mein kitni namaz farz thi ?
Responda
  • 2 Rakaat
  • 2 Rakaat Subah
  • 2 Rakaat Subah 2 Rakaat shaam

Questão 14

Questão
Q-14: Sahaba-e-Karaam kahan chupkar namaz padhte the ?
Responda
  • Kaabatullah ke paas
  • Daar-e-Arqam mein
  • Ghatiyon(valleys) mein

Questão 15

Questão
Q-15: Sabse pehli dafa Islam ki raah mein jin Sahabi ka khoon baha
Responda
  • Saad bin Muaz
  • Saad bin Abi Waqqaas
  • Saad bin Rabie

Semelhante

Seerah quiz-1
Shabana Rupani
Seerah Quiz no 2
Shabana Rupani
Seerah Quiz 11-12-13
Shabana Rupani
Seerah quiz-16 & 17
Shabana Rupani
Seerah Quiz-3
Shabana Rupani
Seerah quiz-15
Shabana Rupani
Seerah Quiz-18
Shabana Rupani
Seerah quiz-5
Shabana Rupani
Seerah quiz-6
Shabana Rupani
seerah quiz-14
Shabana Rupani
Seerah quiz-1
Asiya Abdul Raoof