Special Quiz on Isra & Meraaj(lecture-8)

Descrição

Understanding the life of the Prophet pbuh
Shabana Rupani
Quiz por Shabana Rupani, atualizado more than 1 year ago
Shabana Rupani
Criado por Shabana Rupani aproximadamente 9 anos atrás
282
0

Resumo de Recurso

Questão 1

Questão
Q-1: Isra ke maani kya hai ?
Responda
  • Chadhne ka Aala
  • Masjid-e-Aqsa se Aalam-e-Bala tak ka safar
  • Raat o raat Masjid-e-Haraam se Masjid-e-Aqsa tak ka safar

Questão 2

Questão
Q-2: Is waqye ko kya kehte hain ?
Responda
  • Waqya-e-Isra
  • Waqya-e-Meraj
  • Dono jawabaat durust hain

Questão 3

Questão
Q-3: Ye safar Aapne kaise kiya ?
Responda
  • Khwab mein
  • Ruhani safar tha
  • Jismani aur Ruhani safar tha

Questão 4

Questão
Q-4: Masjid al Aqsa mein Aapne kinki Imamat karwayi ?
Responda
  • Farishton ki
  • Ambiya-e-Karaam ki
  • Dono ki

Questão 5

Questão
Q-5: Waqya-e-Meraj ka zikr humein Qur'an ki kis Surat mein milta hai ?
Responda
  • Surah Isra
  • Surah Najm
  • Surah Waqiah

Questão 6

Questão
Q-6: Musalmano ka Qibla-e-Awwal
Responda
  • Baitullah
  • Baitul Muqaddas

Questão 7

Questão
Q-7: Duniya ke logon mein Isa(A.S) ki mushabihat rakhnewale Sahabi
Responda
  • Urwa bin Masood Saqifi (r.a)
  • Urwa bin Zubair (r.a)
  • Abdullah bin Masood (r.a)

Questão 8

Questão
Q-8: Kis Paigambar ke Walid,dada aur pardada sab Nabi the ?
Responda
  • Yaqoob (A.S)
  • Yusuf (A.S)
  • Musa (A.S)

Questão 9

Questão
Q-9: Kis Paigambar ke baare mein Qur'an mein aaya hai ki 'humne use ek buland makaam per utha liya (19:57)
Responda
  • Isa (A.S)
  • Idrees (A.S)
  • Adam (A.S)

Questão 10

Questão
Q-10: Paanchve Aasman per Aapne kis Paigambar ko dekha ?
Responda
  • Musa (A.S)
  • Idrees (A.S)
  • Haroon (A.S)

Questão 11

Questão
Q-11: Bait-e-Ma'moor se murad
Responda
  • Aabaad ghar
  • Aazaad ghar
  • Sabse purana ghar

Questão 12

Questão
Q-12: Nabi (S.A.W) ne Jibreel Ameen ko unki asli shakal mein pehli baar kab dekha tha ?
Responda
  • Seena chaak karte waqt
  • Sidratul Muntaha per
  • Dusri Wahi ke nuzool ke waqt

Questão 13

Questão
Q-13: Aap(S.A.W) ko jo cheezein pesh ki gayi unmein se Aapne kya pasand farmaya ?
Responda
  • Paani
  • Doodh
  • Sharaab

Questão 14

Questão
Q-16: Surah Najm ki Ayat 8-9 mein 'Wo kareeb aa gaya faasla do kamaan ke barabar ya kamtar' Wo se murad kaun hai ?
Responda
  • Allah (SWT)
  • Jibreel Ameen
  • Mikaail (A.S)

Questão 15

Questão
Q-15: Meraj-ul-Momineen se kya murad hai ?
Responda
  • Complete Surah Baqarah
  • Roza
  • Namaz

Questão 16

Questão
Q-16: Paanch waqt ki namaz ka kitna sawaab milega ?
Responda
  • 50 ke barabar
  • 5 ke barabar
  • 10 ke barabar

Questão 17

Questão
Q-17: Baitul Maqdas ki sarzameen ko ba-Barqat kyu kaha gaya ?
Responda
  • Yahan kasrat se Ambiya aaye,unka maskan aur madfan hai
  • Musalmano ka Qibla-e-Awwal tha
  • Allah ne is zameen ka waada apne Momin bandon se kiya hai
  • All of the above

Questão 18

Questão
Q-18: Aap(S.A.W) ki wafaat ke baad kiski Khilafat mein Baitul Maqdas ki chabhi musalmano ke haath aayi ?
Responda
  • Abu Bakr (r.a)
  • Umar (r.a)
  • Ali (r.a)

Semelhante

Seerah quiz-1
Shabana Rupani
Seerah Quiz no 2
Shabana Rupani
Seerah Quiz 11-12-13
Shabana Rupani
Seerah quiz-16 & 17
Shabana Rupani
Seerah Quiz-3
Shabana Rupani
Seerah quiz-15
Shabana Rupani
Seerah Quiz-18
Shabana Rupani
Seerah quiz-5
Shabana Rupani
Seerah quiz-6
Shabana Rupani
seerah quiz-14
Shabana Rupani
Seerah quiz-1
Asiya Abdul Raoof