NAMAZ KE MASAEEL {TEST-20}

Descrição

The fundamentals of PRAYER
Asiya  Abdul Raoof
Quiz por Asiya Abdul Raoof, atualizado more than 1 year ago
Asiya  Abdul Raoof
Criado por Asiya Abdul Raoof aproximadamente 8 anos atrás
1266
0

Resumo de Recurso

Questão 1

Questão
Q1. Eid-ul-Fitr mein koi meethi cheez khana sunnat hai ?
Responda
  • Namaze Eid se pehle
  • Namaze Eid ke baad
  • Dono tarah

Questão 2

Questão
Q2. Eidgaah jane aur aane ka rastah badlna :-
Responda
  • Sunnat hai
  • Mustahab hai
  • Wajib hai

Questão 3

Questão
Q3. Namaze Eid kahan padhni masnoon hai ?
Responda
  • Jam'a masjid
  • Basti se bahar khule maidan mein
  • Mohalle ki masjid mein

Questão 4

Questão
Q4. Namaze Eid ke liye khawateen ko eidgaah mein jana :-
Responda
  • Farz hai
  • Mustahab hai
  • Makrooh hai

Questão 5

Questão
Q5. Namaze Eid aur Namaze Istasqaa mein :-
Responda
  • Sirf iqaamat hai
  • Sirf azaan hai
  • Na azaan hai aur na iqaamat hai

Questão 6

Questão
Q6. Eidain ki namaz mein kul kitni takbeere hai ?
Responda
  • 5
  • 7
  • 12

Questão 7

Questão
Q7. Eidain ki namaz mein khutbah dena masnoon hai ?
Responda
  • Namaz se pehle
  • Namaz ke baad
  • Khutbah nahi diya jata

Questão 8

Questão
Q8. Eidgaah mein namaze eid se pehle kitni rakate hai ?
Responda
  • 2
  • 4
  • Koi namaz nahi hai

Questão 9

Questão
Q9. Nabi (s.a.w.s) namaze Eid ke baad ghaar wapas akar kitni rakat namaz ada farmate hai ?
Responda
  • 2
  • 4
  • 6

Questão 10

Questão
Q10. Abar ki wajah se Shawwal ka chand dekhne ki itelah roza rakhne ke baad mile toh :-
Responda
  • Roza pura kiya jae
  • Roza todh diya jae
  • Dono tarah kiya jasakta hai

Questão 11

Questão
Q11. Eidain ki namaz takheer se padhna :-
Responda
  • Na-pasndida hai
  • Pasandida hai
  • Koi harj nahi

Questão 12

Questão
Q12. Eid-ul-Fitr ki namaz ka waqt kya hai ?
Responda
  • Fajr ke fauran baad
  • Ishraaq ka waqt
  • Ishraaq ki namaz ke baad

Questão 13

Questão
Q13. Eidgaah aate jaate kya padhna sunnat hai ?
Responda
  • Subah ke azkaar
  • Isteghfaar
  • Takbeere

Questão 14

Questão
Q14. Isteghfaar aur Istasqaa ke mazmoon mein kya mumasilat (similarity) hai ?
Responda
  • Dono mein koi cheez talab karne ka man'e hai
  • Dono mein kisi cheez se panah mangi jati hai
  • Ajar wa sawab ka man'a paya jata hai

Questão 15

Questão
Q15. Nabi (s.a.w.s) ne hume kis waqt ki duaein sikhai ?
Responda
  • Jab barish na ho
  • Jab barish horahi ho ya bahut taiz barish horahi ho
  • Teeno awqaat ki duaein

Questão 16

Questão
Q16. Namaze Istasqaa kis tarah padhni masnoon hai ?
Responda
  • Infiraadi (individually)
  • Bajamaat
  • Jaisa mauqa ho

Questão 17

Questão
Q17. Namaze Istasqaa mein kis tarah ki qiraat ki jaati hai ?
Responda
  • Seeri
  • Jehri
  • Dono tarah ki jaati hai

Questão 18

Questão
Q18. Namaze Istasqaa ke liye imaam ko kaisi chadar odhni chahiye ?
Responda
  • Naee
  • Puraani
  • Khoobsurat

Questão 19

Questão
Q19. Nabi (s.a.w.s) namaze Eid se pehle kitne khajur khate the ?
Responda
  • 2
  • 4
  • Taaq adaat (odd numbers)

Questão 20

Questão
Q20. Barish ke liye dua karte huwe kitne haath uthae jae ?
Responda
  • Khandon tak
  • Seene tak
  • Itne buland ke haathon ki pusht (back) asmaano ki taraf hojae

Semelhante

NAMAZ KE MASAEEL {TEST-2}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-5}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-18}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-3}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-7}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-13}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-4}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-8}
Asiya Abdul Raoof
ROZON KE MASAEEL {TEST-6}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-14}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-10}
Asiya Abdul Raoof