GoConqr has a new look! Let us know what you think.

Quiz

NAMAZ KE MASAEEL {TEST-20}

Asiya Abdul Raoof 20 questions 1,287 views

Take the quiz

Questions in this quiz (20)

  1. 1Q1. Eid-ul-Fitr mein koi meethi cheez khana sunnat hai ?
    1. ANamaze Eid se pehle
    2. BNamaze Eid ke baad
    3. CDono tarah
  2. 2Q2. Eidgaah jane aur aane ka rastah badlna :-
    1. ASunnat hai
    2. BMustahab hai
    3. CWajib hai
  3. 3Q3. Namaze Eid kahan padhni masnoon hai ?
    1. AJam'a masjid
    2. BBasti se bahar khule maidan mein
    3. CMohalle ki masjid mein
  4. 4Q4. Namaze Eid ke liye khawateen ko eidgaah mein jana :-
    1. AFarz hai
    2. BMustahab hai
    3. CMakrooh hai
  5. 5Q5. Namaze Eid aur Namaze Istasqaa mein :-
    1. ASirf iqaamat hai
    2. BSirf azaan hai
    3. CNa azaan hai aur na iqaamat hai
  6. 6Q6. Eidain ki namaz mein kul kitni takbeere hai ?
    1. A5
    2. B7
    3. C12
  7. 7Q7. Eidain ki namaz mein khutbah dena masnoon hai ?
    1. ANamaz se pehle
    2. BNamaz ke baad
    3. CKhutbah nahi diya jata
  8. 8Q8. Eidgaah mein namaze eid se pehle kitni rakate hai ?
    1. A2
    2. B4
    3. CKoi namaz nahi hai
  9. 9Q9. Nabi (s.a.w.s) namaze Eid ke baad ghaar wapas akar kitni rakat namaz ada farmate hai ?
    1. A2
    2. B4
    3. C6
  10. 10Q10. Abar ki wajah se Shawwal ka chand dekhne ki itelah roza rakhne ke baad mile toh :-
    1. ARoza pura kiya jae
    2. BRoza todh diya jae
    3. CDono tarah kiya jasakta hai

Information

Description
The fundamentals of PRAYER
Language
English
Views
1,287
Rating
No ratings yet
Rate this quiz
Rate this quiz

Feedback

What is it about?

What do you think of the new look?

How do you like it?