Quiz
TAFSEER SURAH AN NOOR QUIZ 2 (LEC 3 & 4)
Perguntas do quiz (15)
1Q1) Liyaan ka matlab kya hai ?
- AEk dusre per Laanat karna
- BEk dusre per hasrat karna
- CEk dusre per ilzaam lagana
2Q2) Aaj ke daur mein behayai ko kya samjha ja raha hai ?
- Aill-cultured hona
- Billiterate hona
- CModern aur acha hona
3Q3) Hazrat Ayesha(RA) ki Khadima ka naam kya tha ?
- AUmme Mistah
- BBareerah
- CUmme Aiman
4Q4) Scandals ke taaluq se Islaam humein kya taleem deta hai ?
- AKhoob charcha karna chahiye
- BUs baat ko daba dena chahiye
- CQareebi rishtedaar ko bata sakte hain
5Q5) "Siddeeq ki beti aur Nabi ki biwi, Hazrat Ayesha(RA) tumse badhkar paak-saaf aur muttahirah hai" Ye kis Sahabi ka qaul tha ?
- AHazrat Ali(RA)
- BHazrat Usman(RA)
- CHazrat Abu Ayyub Ansari(RA)
6Q6) Kisiper tohmat lagana Allah ke nazdeek kaisa amal hai ?
- ABohot badi baat hai
- BMaamuli baat hai
- CGhair zaruri baat hai
7Q7) Liyaan ke baad shohar aur biwi mein kabhi bhi dobara...
- ATalaq nahi ho sakta
- BNikah nahi ho sakta
- CNikah ho sakta hai
8Q8) Agar koi Shaqs kisi ghair aurat per tohmat lagaaye to uska faisla...
- AShahadaton ki bina per hoga
- BQazi ke faisle per hoga
- CUs shaqs ke faisle per hoga jisne ilzaam lagaya
9Q9) Agar koi shaqs apni biwi per ilzaam lagaye to uska faisla
- ARajam ki surat mein hoga
- BLiyaan ki surat mein hoga
- CDono jawaab durust hai
10Q10) Liyaan ke baad honewala bachcha kisse mansoob kiya jayega ?
- AJiske saath mulawwiz hone ka ilzaam lagaya gaya
- BMaa ki taraf
- CBaap ki taraf
11Q11) Kisi ke baare galat bayani sunay to hamara rawaiyya kya hona chahiye ?
- ANaik gumaan rakhna chahiye
- BBad gumaan hona chahiye
- CBaat ko aur badha chadhakar bolna chahiye
12Q12) Liyaan ke baad aurat k naan-nafkha...
- AMard ke zimme hoga
- BMard ke zimme nahi hoga
- CAurat ke gharwalon ke zimme hoga ?
13Q14) ifk ka waqiya kis ghazwe ke baad paish aaya ?
- AGhazwa-e-Badr
- BGhazwa-e-Banu Mustalaq
- CGhazwa-e-Uhud
14Q14) Wo kaunsi Ummuhatul Mumineen hai jo sabse zyada sadqa-khairaat kiya karti thi ?
- AZainab binte Jahash(RA)
- BHafsah (RA)
- CMaimoona(RA)
15Q15) Agar koi paak daaman,muhsinaat aurat koi galat kaam karti hai to uski saza...
- ADohri saza hogi
- BSaza nahi di jayegi
- CKam se kam saza di jayegi
Informações
- Descrição
- DETAILED TAFSEER OF SURAH AN NOOR
- Autor
- Shabana Rupani
- Idioma
- English
- Visualizações
- 2.611
- Etiquetas
- Avaliação
- Ainda sem avaliações Avalie este quiz