GoConqr has a new look! Let us know what you think.

Quiz

TAFSEER SURAH AN NOOR QUIZ 2 (LEC 3 & 4)

Shabana Rupani 15 questions 2,610 views

Take the quiz

Questions in this quiz (15)

  1. 1Q1) Liyaan ka matlab kya hai ?
    1. AEk dusre per Laanat karna
    2. BEk dusre per hasrat karna
    3. CEk dusre per ilzaam lagana
  2. 2Q2) Aaj ke daur mein behayai ko kya samjha ja raha hai ?
    1. Aill-cultured hona
    2. Billiterate hona
    3. CModern aur acha hona
  3. 3Q3) Hazrat Ayesha(RA) ki Khadima ka naam kya tha ?
    1. AUmme Mistah
    2. BBareerah
    3. CUmme Aiman
  4. 4Q4) Scandals ke taaluq se Islaam humein kya taleem deta hai ?
    1. AKhoob charcha karna chahiye
    2. BUs baat ko daba dena chahiye
    3. CQareebi rishtedaar ko bata sakte hain
  5. 5Q5) "Siddeeq ki beti aur Nabi ki biwi, Hazrat Ayesha(RA) tumse badhkar paak-saaf aur muttahirah hai" Ye kis Sahabi ka qaul tha ?
    1. AHazrat Ali(RA)
    2. BHazrat Usman(RA)
    3. CHazrat Abu Ayyub Ansari(RA)
  6. 6Q6) Kisiper tohmat lagana Allah ke nazdeek kaisa amal hai ?
    1. ABohot badi baat hai
    2. BMaamuli baat hai
    3. CGhair zaruri baat hai
  7. 7Q7) Liyaan ke baad shohar aur biwi mein kabhi bhi dobara...
    1. ATalaq nahi ho sakta
    2. BNikah nahi ho sakta
    3. CNikah ho sakta hai
  8. 8Q8) Agar koi Shaqs kisi ghair aurat per tohmat lagaaye to uska faisla...
    1. AShahadaton ki bina per hoga
    2. BQazi ke faisle per hoga
    3. CUs shaqs ke faisle per hoga jisne ilzaam lagaya
  9. 9Q9) Agar koi shaqs apni biwi per ilzaam lagaye to uska faisla
    1. ARajam ki surat mein hoga
    2. BLiyaan ki surat mein hoga
    3. CDono jawaab durust hai
  10. 10Q10) Liyaan ke baad honewala bachcha kisse mansoob kiya jayega ?
    1. AJiske saath mulawwiz hone ka ilzaam lagaya gaya
    2. BMaa ki taraf
    3. CBaap ki taraf

Information

Description
DETAILED TAFSEER OF SURAH AN NOOR
Language
English
Views
2,610
Rating
No ratings yet
Rate this quiz
Rate this quiz

Feedback

What is it about?

What do you think of the new look?

How do you like it?