Quiz
TAFSEER SURAH NISA {QUIZ-11}
Questions in this quiz (10)
1Tohfa dekar wapis lene wale ko hadith mein kis se tashbeeh di gayi hai?
- Aa) kutta
- Bb) Chor
- Cc) Saanp
2Talaq sirf bure logon ke darmiyaan waqae hoti hai
- Aa) True
- Bb) False
3Ismam mubeena (khula gunah) kis ko kaha gaya hai?
- Aa) Talaq dena
- Bb) Mehr kam muqarrar karna
- Cc) Maal dekar wapis le lena
4Sauteli maa se nikah karne ko kya kaha gaya hai?
- Aa) Buhtaan
- Bb) Fahisha
- Cc) ism
5Qintara ka maani kya hai?
- Aa) Bahot zyada maal
- Bb) Tohfa
- Cc) mehr
6Kaunsi statement sahi hai?
- Aa) Jo rishte nasab se haraam hain wo razayat se bhi haraam ho jate hain.
- Bb) Jo rishte nasab se haraam hain wo razayat se halal ho jate hain.
- Cc) Jo rishte nasab se halal hain wo razayat se haraam ho jate hain.
7Kisi aurat ko uski phupi ya khala ke saat nikah mein jama nahi kiya ja sakta.
- Aa) True
- Bb) False
8Doodh peene ki umar mein, pet bhar doodh kam az kam kitni dafa peene se razayat sabit ho jati hai?
- Aa) 3
- Bb) 7
- Cc) 5
9Doodh peene ki umar kab tak hai?
- Aa) 2 saal
- Bb) 1.5 saal
- Cc) 2.5 saal
10Haqeeqi bete ki bewa se nikah karna...
- Aa) Jayez hai
- Bb) Haraam hai
- Cc) Makrooh hai
Information
- Description
- TAFSEER SURAH NISA Quiz on TAFSEER SURAH NISA {QUIZ-11}, created by Asiya Abdul Raoof on 17/04/2020.
- Author
- Asiya Abdul Raoof
- Language
- English
- Views
- 438
- Tags
- Rating
- No ratings yet Rate this quiz