Seerah Quiz -10

Description

Understanding the life of the Prophet pbuh
Shabana Rupani
Quiz by Shabana Rupani, updated more than 1 year ago
Shabana Rupani
Created by Shabana Rupani about 9 years ago
460
0

Resource summary

Question 1

Question
Q-1: Madinah mein woh kaunse Sahabi the jinhein kaha gaya ki yeh to Qur'an hi ke hokar teh gaye ?
Answer
  • Sa'd bin Mua'dh R.A.
  • Usaid bin Hudhair R.A.
  • Ubayy bin Ka'b R.A.

Question 2

Question
Q-2: Woh kaunsi khatoon thi jinhone sadgi mein hi Aap SAW ka aisa naqsha khencha ki aaj har kitab mein inka naam maujood hai ?
Answer
  • Umm Ma'bad
  • Ayesha R.A.
  • Haleema Sadiya

Question 3

Question
Q-3: Umar R.A. ke saath hijrat karnewale Sahabi jinhein qaid kar liya gaya
Answer
  • Haris bin Hisham R.A.
  • Saeed bin Zaid R.A.
  • Ayyash bin Rabiah R.A.

Question 4

Question
Q-4: Madinah ka purana naam ?
Answer
  • Madyan
  • Taibah
  • Yathrib

Question 5

Question
Q-5: Tanha safare Hijrat per nikal padien...
Answer
  • Zainab R.A.
  • Umm Salma R.A
  • Asma binte Umais R.A.

Question 6

Question
Q-6: Hijrat jisne...
Answer
  • Halaat ka rukh badal diya
  • Tareekh ka rukh badal diya
  • Musalmano ko maal-o-maal kar diya

Question 7

Question
Q-7: Hijrat ke lughwi ma'ni hai
Answer
  • Jis kaam se Allah ne mana kiya hai us se ruk jaana
  • Chhodna
  • Aik ilaaqe se doosre ilaaqe mein chale jaana
  • Tamam jawabaat durust hain

Question 8

Question
Q-8:Woh kaun Sahabi the jinke ghar per Makkah mein Abu Sufyan ne kabza kar liya tha ?
Answer
  • Abdullah bin Jahash R.A.
  • Umar R.A.
  • Suhaib R.A.

Question 9

Question
Q-9: Woh kaunse Sahabi hain jinhein Madinah se bahar nahi jaana pada aur Shahadat naseeb huwi ?
Answer
  • Umar R.A.
  • Abu Ubaidah R.A.
  • Ali R.A.

Question 10

Question
Q-10: Allah ke Rasool SAW ne Madinah kise safeer banakar bheja ?
Answer
  • Musab bin Umair R.A.
  • Suhaib R.A.
  • Sa'ad bin Waqqas R.A.

Question 11

Question
Q-11: Aap SAW ne jis guide ko hire kiya tha uska naam
Answer
  • Abdullah
  • Abdullah bin Abi
  • Abdullah bin uraiqit

Question 12

Question
Q-12:Kya Musalmano ne itna sadah hona chahiye ki dushman inhein nuqsan pahunchade ?
Answer
  • Uske andar ma'mlat ko samajhne ki firasat honi chahiye
  • Musalman ko waise hi sadah loh hona chahiye
  • Musalmanno ko chalaki zeb nahi deti

Question 13

Question
Q-13: Madinah mein _____________ dakhil nahi ho Sakta
Answer
  • Dajjal
  • Nifaq
  • Kadhab
  • All of the above

Question 14

Question
Q-14: Ghaar mein Makkah ki khabrein kaun lekar aata?
Answer
  • Aamir bin fuhaira
  • ALI R.A.
  • Abdullah bin Abi Bakr R.A

Question 15

Question
Q-15: Hijrat ke safar ke dauran Aap SAW ki mulaqaat huwi
Answer
  • Zubair bin Awwam R.A. se
  • Buraidah Aslami aur charvahe Masood se
  • Dono jawabaat durust hain

Question 16

Question
Q-16: Aap SAW ne dua ki ke Yahan(Madinah) ka bukhar ya beemari wahan chali jaaye
Answer
  • Juhfah
  • Juhaina
  • Khaibar
Show full summary Hide full summary

Similar

Seerah quiz-1
Shabana Rupani
Seerah quiz-19
Shabana Rupani
Seerah Quiz no 2
Shabana Rupani
Seerah Quiz 11-12-13
Shabana Rupani
Seerah quiz-16 & 17
Shabana Rupani
Seerah Quiz-3
Shabana Rupani
Seerah quiz-15
Shabana Rupani
Seerah Quiz-18
Shabana Rupani
Seerah quiz-5
Shabana Rupani
Seerah quiz-6
Shabana Rupani
seerah quiz-14
Shabana Rupani