Seerah Quiz no 2

Beschreibung

Understanding the life of the Prophet pbuh
Shabana Rupani
Quiz von Shabana Rupani, aktualisiert more than 1 year ago
Shabana Rupani
Erstellt von Shabana Rupani vor etwa 9 Jahre
1140
0

Zusammenfassung der Ressource

Frage 1

Frage
Aap(s.a.w) ka ta'aluk Arab ki is shaakh(branch) se tha
Antworten
  • Arab Aareba
  • Arab Baeda
  • Arab Mustareba

Frage 2

Frage
Q-2: Aap(s.a.w) ke Jadd -e-A'ala Hashim ka asal naam kya tha ?
Antworten
  • Abdul Muttalib
  • Amrw
  • Shaeba

Frage 3

Frage
Q-3 : Aapke Dada ka naam Abdul Muttalib kyun pada ?
Antworten
  • kyun ke Aap Muttalib ke peeche sawari per baith kar aaye the
  • Logon ne Aapko Muttalib ka ghulam samjha
  • Dono jawabaat durust hai

Frage 4

Frage
Q-4 : Aap (s.a.w) ka ta'aluk kis Qabile se tha ?
Antworten
  • Qabila-e-Hashim
  • Qabila-e-Quraish
  • Qabila-e-Abde Manaaf

Frage 5

Frage
Q-5: Aap (s.a.w) ka Khandaan
Antworten
  • Banu Qilab
  • Banu Hashim
  • Banu Saad

Frage 6

Frage
Q-6: Ka'abah ko dhaane ki garz se kisne Makkah per chadhai ki ?
Antworten
  • Habsh ka Governor Abraha ne
  • Yaman ka Governor Abraha ne
  • dono jawabaat durust hain

Frage 7

Frage
Q-7: Ye waqeah Aap(s.a.w) ki paidaaish se kitne din pehle paish aaya ?
Antworten
  • 50 ya 55 din pehle
  • 100 din pehle
  • 90 din pehle

Frage 8

Frage
Q-8: Aap( s.a.w) ne farmaaya "Main ___ zabihon ki aulaad hoon
Antworten
  • 2
  • 3
  • 4

Frage 9

Frage
Q-9: Aap(s.a.w) ke waalid ki jaan ke badle _____ uoont Qurbaan kiye gaye, us waqt se diyyat _____ uoont pad gayi
Antworten
  • 10
  • 50
  • 100

Frage 10

Frage
Q-10: Muhammad(s.a.w) ke waalid ne jo Tarka(inheritance) chhoda...
Antworten
  • Uoont, Bakriyaan, Habshi kaneez
  • Bakriyon ka rewad aur Habshi kaneez
  • Paanch Uoont, ek bakri ka rewad, ek Habshi kaneez

Frage 11

Frage
Q-11: Umme Ayman ka naam kya tha ?
Antworten
  • Suwaiba
  • Saadiya
  • Barakat

Frage 12

Frage
Q-12: Aap( s.a.w) ki paidaaish kis sun mein huee ?
Antworten
  • 573 Eiswi
  • 570 Eiswi
  • 571 Eiswi

Frage 13

Frage
Q-13: Aap( s.a.w) ka naam kisne rakha ?
Antworten
  • Aap ki waaleda ne
  • Abu Talib ne
  • Abdul Muttalib ne

Frage 14

Frage
Q-14: Muhammad ke maani(meaning) kya hai ?
Antworten
  • Jisne taareef ki
  • Jiski taareef ki gayi
  • dono jawabaat durust hain

Frage 15

Frage
Q-15: Sabse pehle Aapko doodh pilaya
Antworten
  • Halima Saadiya ne
  • Hazrat Aamena ne
  • Suwaiba ne

Frage 16

Frage
Q-16: Halima Saadiya ka ta'aluk kaun se Qabile se tha ?
Antworten
  • Bani Murra
  • Bani Saad
  • Bani Qinanah

Frage 17

Frage
Q-17: Waqeya Shaqq-e-Sadar kab paish aaya ?
Antworten
  • 4th year
  • 5th year
  • 6th year
Zusammenfassung anzeigen Zusammenfassung ausblenden

ähnlicher Inhalt

Seerah quiz-1
Shabana Rupani
Seerah quiz-16 & 17
Shabana Rupani
Seerah Quiz 11-12-13
Shabana Rupani
Seerah Quiz-3
Shabana Rupani
Seerah quiz-15
Shabana Rupani
Seerah Quiz-18
Shabana Rupani
Seerah quiz-5
Shabana Rupani
Seerah quiz-6
Shabana Rupani
seerah quiz-14
Shabana Rupani
Seerah quiz-1
Asiya Abdul Raoof
Seerah quiz-19
Shabana Rupani