Quiz
DAUR-E-QURAN juz 12
Questions in this quiz (12)
1Q1. Surah Hood mein kis ka zikr aaya hai ?
- AHazrat Hood (a.s)
- BHazrat Ibrahim (a.s)
- CBahut se anbiya (a.s) ka
2Q2. Samud ki taraf kis nabi ko bheja gaya ?
- ASaleh (a.s)
- BHood (a.s)
- CShuaib (a.s)
3Q3. Aam taur par jab insaan ko kisi mushkil ke baad koi ni’amat milti hai toh uska rawaiya kya hota hai ?
- AAllah ka shukr adaa karta hai
- BDusron ki madad karta hai
- CApni mehnat aur aqal se hasil ki hui samjhta hai
4Q4. Kin logon ki suhbat faida mand hoti hai ?
- ANeek logon ki
- BMohallay walon ki
- CGhar walon ki
5Q5. Humesha imaan lane mein jaldi koun karta hai aur kyun ?
- AQaum ke elites , taaqat ki wajah se
- BPisa huwa tabqah , ajizi ki wajah se
- CTalibe ilm , ilm ki wajah se
6Q6. Allah ke taraf se ootni (she camel) nishani ke taur par kis qaum ko di gai thi ?
- AQaum-e-Aad
- BQaum-e-Samud
- CAhle Madyan
7Q7. Musa (a.s) ko kitne mu’ajze diye gae the ?
- A9
- B8
- C7
8Q8. Kis nabi ki qaum naap taol mein kami karti thi ?
- AShuaib (a.s)
- BSaleh (a.s)
- CHood (a.s)
9Q9. Jab farishte nawjawaan ladkon ki shakl mein Loot (a.s) ke paas aaye toh Loot (a.s) ne apni qaum ki taraf se kis baat ka dar mehsus kiya ?
- AWo unhe qatal kardeyge
- BWo apni betiyon ki shadi unse karne ki zid kareyge
- CWo badkaar log the
10Q10. Quran mein Yusuf (a.s) ke qisse ko sub qisson mein kaisa qissa farmaya gaya hai ?
- ABehtarin qissa
- BSacha qissa
- CAjeeb qissa
11Q11. Yusuf (a.s) ne apne liye qaid khud chuni. Iski wajah kya thi ?
- ATake gunah se bach sake
- BTake aziz-e-misr ki pareshani dur hojae
- CTake jail mein tabligh kar sake
12Q12. Aurtey aam taur par kab laghwiaat aur badnaami ke qise (scandals) par discussions karti hai ?
- AHar waqt
- BChai ki dawaton mein (coffee parties)
- CIlm ki majlison mein
Information
- Description
- Brief interpretation of the QURAN
- Author
- Asiya Abdul Raoof
- Language
- English
- Views
- 143
- Tags
- Rating
- No ratings yet Rate this quiz