Quiz
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-2}
Questions in this quiz (20)
1Q1. Isha aur Fajr ki namaz ke liye masjid mein na ana kis cheez ki alamat hai ?
- ATakabur
- BNifaq
- CKufr
2Q2. Wodhu karte huwe kis ne bura, zulm aur zyadati ki ?
- AAza sahih tarah na dhone wala
- BAza teen bar se zyada dhone wala
- CDono jawabat durust hai
3Q3. Kin ke liye Jannat ke sare 8 darwaze khol diye jate hai ?
- AWodhu ke baad shahadat dene wala
- BAchi tarah wodhu karne wala
- CWodhu se pehle masnoon dua padhne wala
4Q4. Jo log namaz aur aqamat ke baad bhi gharon se masjid ki taraf na aye toh, Nabi (s.a.w.s) unke liye kya chahte hai ?
- AUnse kabhi baat na kare
- BUnpar jurmana lagae
- CUnpar shaded narazgi ka izhaar kiya
5Q5. Wo kya amal hai, jiski wajah se Nabi (s.a.w.s) ne Jannat mein apne agey agey Hazrat Bilal (r.a) ke jutoon ki aahat khawab mein suni ?
- ATahiyyat al masjid ada karna
- BTahiyyat al wodhu ada karna
- CNawafil ki kasrat
6Q6. Taik lagae baghair, ungh ane se wodhu toot jata hai ?
- AGalat
- BNaya wodhu karna behtar hai
- CSahih
7Q7. Wodhu mein chothai 1/4 (one fourth) sar ka masah kafi hai ?
- ASahih
- BGalat
- CMardon ke liye kafi hai
8Q8. Farz namaz mein, kami ko pura karne wali kya cheez hai ?
- ANawafil
- BSadqa
- CHusne aklaaq
9Q9. Ek wodhu se ek se zyada namaze padhi jasakti hai :-
- ASahih
- BGalat
- CNaya wodhu karna behtar hai
10Q10. Khilaaf-e-sunnat namaz ka natijah kya hai ?
- AFasaad
- BIkhtelaafat
- CQayamat mein na kaami
11Q11. Kisi ki taraf rukh karna aur qareeb hona kis lafz ka laghwi ma'ana hai ?
- ANamaz
- BSalat
- CDu'a
12Q12. Jab koi namaz padhta hai toh apne rabb se :-
- ASargoshi karta hai
- BDar raha hota hai
- CDekh raha hota hai
13Q13. Namaz mein kis tarah kadhe ho ?
- AAnkhey band karke Allah ka tassaur qaym kare
- BFarmabardar gulam ki tarah
- CDunya wa mafiha se ba khabr hokar
14Q14. Namaz kis zubaan ka lafz hai ?
- AUrdu
- BTurk
- CFarsi
15Q15. Namaz mein zeenat akhtiyar karna kaisa amal hai ?
- AGhair zaruri
- BPasandidah
- CSatr ka kayal rakhna kafi hai
16Q16. Ihraam ki halat mein mardon ka namaz ke dauran kandhe dhankna zaruri nahi hai :-
- AGalat
- BSahih
- CMakruh
17Q17. Namaz ke dauran aurat ka kitna hissa khula reh sakta hai ?
- AChehra aur haath ke panje
- BChehra aur paaon ka panjah
- CDono jawabat durust hai
18Q18. Khawateen, namaz ke silsile mein sub se zyada laparwahi kis muamle mein barti hai ?
- ADihaan lagane mein
- BQible ruk hone mein
- CSatr ke muamle mein
19Q19. Kis sahabi ke namaz ke dauran rone aur soze tilawat ki wajah se log unke ghar ke bahar jama hojate the ?
- ABilal (r.a)
- BAmmar bin Yasir (r.a)
- CAbu Bakr Siddique (r.a)
20Q20. Banda Allah se sub se zyada qareeb kab hota hai ?
- ANamaz mein
- BRuku mein
- CSajde mein
Information
- Description
- The fundamentals of PRAYER
- Author
- Asiya Abdul Raoof
- Language
- English
- Views
- 3,663
- Tags
- Rating
- No ratings yet Rate this quiz