GoConqr has a new look! Let us know what you think.

Quiz

ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 8}

Asiya Abdul Raoof 15 questions

Take the quiz

Questions in this quiz (15)

  1. 1Q1. Sadqa Allah ke ghusse ko dur karta hai aur ____________________ se bachata hai ?
    1. ARuswai
    2. BBuri maut
    3. CBuri zindagi
  2. 2Q2. Sadqa kya hai ?
    1. AHar mashwara
    2. BHar lain dain
    3. CHar neeki ka kaam
  3. 3Q3. Kya cheez umr mein izafa karti hai ?
    1. ASila rehmi
    2. BDosti
    3. CAchi guftagu
  4. 4Q4. Ehsan jatane se sadqe ka ajr __________________________ hojata hai.
    1. AZaya
    2. BKam
    3. CAadha
  5. 5Q5. Kaisa sadqa aag se bachata hai ?
    1. AApne tamam maal ka sadqa
    2. BApne aadhe maal ka sadqa
    3. CMamoli cheez ka bhi sadqa
  6. 6Q6. Mayyat ki taraf se sadqa karna :-
    1. AJaiz hai
    2. BJaiz nahi
    3. CBiddat hai
  7. 7Q7. Mayyat ke liye afzal tareen sadqa kounsa hai ?
    1. APaani pilana
    2. BKhana khilana
    3. CKapda pehnana
  8. 8Q8. Sadqa dekar wapas lena kaisa hai ?
    1. AJaiz hai
    2. BJaiz nahi
    3. CBehtar hai ke wapas na liya jae
  9. 9Q9. Allah izzat badhata hai :-
    1. AQeemti tohfe dene se
    2. BDikha kar sadqa karne se
    3. CMaaf karne se
  10. 10Q10. Aurat apne ghar ke kharche se sadqa :-
    1. ADesakti hai
    2. BNahi desakti
    3. CBehtar hai na de

Information

Description
The fundamentals of ZAKAAT
Language
English
Views
647
Rating
No ratings yet
Rate this quiz
Rate this quiz

Feedback

What is it about?

What do you think of the new look?

How do you like it?