GoConqr has a new look! Let us know what you think.

Quiz

TAFSEER SURAH AN NOOR QUIZ 1

Shabana Rupani 15 questions 1,585 views

Take the quiz

Questions in this quiz (15)

  1. 1Q1) Apne gharwalon ko Surah An Noor ki talimaat diya karo ye kis Sahabi ka qaul hai ?
    1. AHazrat Umar(RA)
    2. BHazrat Abu Bakr Siddique(RA)
    3. CHazrat Usman(RA)
  2. 2Q2) Nuzool Ke aitbaar se Surah Al Ahzaab __________________ se pehle naazil hui
    1. ASurah Al Baqarah
    2. BSurah An Nisa
    3. CSurah An Noor
  3. 3Q3) Islaam mein ghair Muslims ke skills se fayda uthana kaisa hai ?
    1. AIjazat hai
    2. BMana kiya gaya hai
    3. CBohot bura amal samjha gaya hai
  4. 4Q4) Sabse Roushan Khayalaat, wussat e nazariah kis mazhab mein paaya jaata hai ?
    1. AJudaisim mein
    2. Bhinduism mein
    3. CDeen e Islaam mein
  5. 5Q5) Islaam mein pehle kis cheez per dhyaan diya jaata hai ?
    1. ASazaaon per
    2. BTazkiya aur Tarbiyat per
    3. CProgressive Khayalaat per
  6. 6Q6) Chori, qatal, Zinaa, Murtid hona....
    1. AKabeera gunah hai
    2. BSaghirah gunah hai
    3. CGunah nahi hai
  7. 7Q7) Islaam kis sonch se mana karta hai ?
    1. AModerate sonch se
    2. BProgressive sonch se
    3. CGhair muslim ki sonch, aqaaid ikhtiyar karne se
  8. 8Q8) Nikah ke ilawa kisi surat mein aurat aur mard ka taaluq...
    1. AJayaz hai
    2. BNajayaz hai
    3. CMakrooh hai
  9. 9Q9) Aurat ko kya cheez Jannat mein le jaane ka baais banti hai ?
    1. AHaya
    2. BOonchi sonch
    3. CMard ki barabari karna
  10. 10Q10) Nikah __________________ se rokta hai.
    1. AMilne-jhulne se
    2. BZinaa se
    3. CFahash kalami se

Information

Description
DETAILED TAFSEER OF SURAH NOOR
Language
English
Views
1,585
Rating
No ratings yet
Rate this quiz
Rate this quiz

Feedback

What is it about?

What do you think of the new look?

How do you like it?