Quiz
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-1}
Questions in this quiz (30)
1Q1. Talib-e-ilm ke liye khush amdeed koun kehta raha ?
- Asahaba ikhram
- Btaba'een
- Canbiya
2Q2. Hadeeth ke mutabiq jab tak musalman Allah ki kitab aur sunnat Nabi (s.a.w.s) par jame rahenge wo :
- Arehmat mein rehenge
- Bgumrah na honge
- Cimaan ki hifazat karenge
3Q3. Jo log deen sikhne aur sikhane aur Allah ka zikr karne ke liye jama ho, toh unka zikr kahan kiya jata hai ?
- Afuqaha ki majlis mein
- Bulama ki mehfil mein
- Cmuqarrab farishton ke darmiyan
4Q4. Namaz ka tareeqa kahan se malum kiya jaye ?
- AQur'an al kareem
- BNabi (s.a.w.s) ki sunnat
- Cseerat-e-sahaba ikhram
5Q5. Sabse zyada Nabi (s.a.w.s) ke namaz ke tareeqe pe amal karne wale sahabi :-
- AHazrat Abu Bakr (r.a)
- BHazrat Anas bin Maalik (r.a)
- CHazrat Kaab bin Rabia (r.a)
6Q6. Surat Nahl ki ayat 44 mein kya kaha gaya hai ?
- ANabi (s.a.w.s) rehmat ul lil alameen hai
- BNabi (s.a.w.s) ka iteba'a Allah ka iteba'a hai
- CNabi (s.a.w.s) ahkamat ko wazeh karne wale hai
7Q7. Hadeeth ke mutabiq inkaar karne wala koun hai ?
- Akafir
- Bmutakabir
- CNabi (s.a.w.s) ka nafarman
8Q8. Nabi (s.a.w.s) ko asmaano par bula kar kis baat ki farizat ka hukum mila ?
- Anamaz
- Bnamaz aur roza
- Carkaan-e-islam
9Q9. Kabat ulllah ki tameer ke mauqe par kis Nabi ne ye dua mangi thi ke "mujhe aur meri aulad ko namaz ka papand bana ?
- AHazrat Ibrahim (a.s)
- BHazrat Muhammed (s.a.w.s)
- CHazrat Adam (a.s)
10Q10. Jahannam mein jane wale, Jahannam mein dale jane ka sab se pehla sabab kya batayge ?
- Ayateem ka maal khane wale the
- Bnamaz nahi padhte the
- Cnamaz padhne ke bawajud gunah kabirah ka irteqab karte the
11Q11. Namaz farq karti hai ?
- Akufr aur islam mein
- Bneek aur bad mein
- Calim aur jahel mein
12Q12. Jannat mein Nabi (s.a.w.s) ka saath pane ka jo nuskha Nabi (s.a.w.s) ne bataya, wo kya hai ?
- Asilah rehmi
- Bfarz namazon ki pabandi
- Csajdon ki kasrat
13Q13. Qur'an mein namaz ke saath saath kis cheez se maddad mangne ka hukum milta hai ?
- Asabr
- Bzakat
- Cdua
14Q14. Munafiq ki pehchan kya hai ?
- Anamaz nahi padhte
- Bdikhawe ke liye lambi lambi namaze padhte hai
- Cnamaz mein susti dikhate hai
15Q15. Niyat se mutaliq mashoor hadeeth kis sahabi se marwi hai ?
- AHazrat Abu Hurairah (r.a)
- BHazrat Saeed Khudri (r.a)
- CHazrat Umar bin Khattab (r.a)
16Q16. Allah ta'la qayamat ke din ek Qari, ek Shahid aur ek Sakhi se Jahannam ki aag badhkaye ga. Iski wajah kya hai ?
- Abadkaar
- Briyakaar
- Ctakabur karne wale the
17Q17. Bachon ko tark-e-namaz par kis umr mein mara jae ?
- A7
- B12
- C10
18Q18. Namaz ke waqt ek farishta kehta hai ke "logon utho aur us aag ko bujhao jisko tumne apne gunahon ki wajah se jalaya hai" Aisa kis waqt ki namaz mein kiya jata hai ?
- AFajr
- BAsr
- CHar namaz
19Q19. Paanch waqt ki namazon ke badle kya hasil hota hai ?
- Agunah sagirah se bakshish
- Bgunah kabirah se bakshish
- Cdono jawab durust hai
20Q20. Sahih Bukhari aur Sahih Muslim dono mein maujud ahadeeth ko kya kaha jata hai ?
- Amuttafaqun alaih
- Bsahihain
- Cdono jawab durust hai
21Q21. Ahsan hadeeth mein shirk-e-kafi (dikhawa) ko kis cheez se zyada khatarnak qarar diya gaya hai ?
- Ashirk-e-akbar
- Bqayamat ke zalzale
- Cfitne dajjal
22Q22. Paanch waqt ki namaz papandi se ada karne wala, qayamat ke din kis ke saath hoga ?
- Ashuhada ke saath hoga
- Bsiddiqeen ke saath hoga
- Cdono jawab durust hai
23Q23. Kis namaz ki pabandi Allah ta'la ki hifazat mein le jati hai ?
- AFajr
- BIsha
- CAsr
24Q24. Wo kounsi namaz hai jiska chodna insaan ke liye jaan, maal aur aal ka nuqsaan qarar diya gaya ?
- AFajr
- BAsr
- CIsha
25Q25. Kis namazi ke liye qayamat ke din mukamal noor ki khushkhabri hai ?
- Araat ki tareeki mein masjid ane wale
- Bnamaz-e-ishraq ada karne wale
- Cnamaz-e-asr bajamat ada karne wale
26Q26. Akhir wasiat Nabi (s.a.w.s) ne farmai ke namaz aur apne _____________ ka khayal rakhe.
- Amaa baab
- Bahel wa ayal
- Cghulamo aur aurton
27Q27. Munafiqeen par sub se bhari kounsi namaze hai ?
- AIsha aur Fajr
- BFajr aur Asr
- CAsr aur Isha
28Q28. Kounsa namazi Allah ka mulaqati hota hai ?
- Ajo taweel (long) nawafil ada kare
- Bwaqt par namaz ada kare
- Cjo achi tarah wodhu karke aye
29Q29. Gazwae-Kandaq mein kuffar ke shadid hamle ki wajah se Nabi (s.a.w.s) ki kounsi namaz faut hui ?
- AFajr
- BAsr
- CIsha
30Q30. Jo shaks namaz-e-fajr aur namaz-e-isha bajamat ada kare, usko sawab diya jayega :-
- Apuri raat ibadat ka
- Badhi raat ibadat ka
- Cek tihai (one third) raat ibadat ka
Information
- Description
- The fundamentals of PRAYER
- Author
- Asiya Abdul Raoof
- Language
- English
- Views
- 6,635
- Tags
- Rating
- 2.0 out of 5 · 1 rating Rate this quiz