GoConqr has a new look! Let us know what you think.

Quiz

NAMAZ KE MASAEEL {TEST-8}

Asiya Abdul Raoof 20 questions 2,300 views

Take the quiz

Questions in this quiz (20)

  1. 1Q1. Jehri namaze kounsi hai ?
    1. AFajr aur Maghrib
    2. BFajr, Asr, Isha
    3. CFajr, Maghrib aur Isha
  2. 2Q2. Qiyam mein haath khule rakhna.
    1. ASunnat se sabit nahi
    2. BKoi harj nahi
    3. CSahih hai
  3. 3Q3. Jehri namaz mein buland awaaz se AAMEEN kehna.
    1. ASahih nahi hai
    2. BGuzishta gunaho se maghfirat ka ba'as hai
    3. CHalki awaaz se kehna chahiye
  4. 4Q4. ________________________ ke saath namaz ka aghaaz hojata hai.
    1. ASaff bandne
    2. BTakbeer-e-Tehreema
    3. CQiyam
  5. 5Q5. Sajde tilawat mein :-
    1. ASajde ki tasbeeh padhi ja sakti hai
    2. BKhaas du'a padhi jati hai
    3. CDono jawabaat durust hai
  6. 6Q6. Nabi (s.a.w.s) ne ek dafa kounsi surah Fajr ki dono rakaton mein tilawat farmai.
    1. ASurah Al-Ikhlaas
    2. BSurah Al-Fajr
    3. CSurah Az-Zalzalah
  7. 7Q7. Namaz mein sawaliah aayat ka jawab dena kaisa hai ?
    1. AMasnoon
    2. BMakrooh
    3. CWajib
  8. 8Q8. Ek rakat mein do surte milai jasakti hai.
    1. ABilkul jaiz hai
    2. BJaiz nahi
    3. CEk surah padhna behtar hai
  9. 9Q9. Takbeer-e-Tehreema mein :-
    1. AKhandon tak dono haath uthana chahiye
    2. BKaano ko haath lagana chahiye
    3. CDono jawabaat durust hai
  10. 10Q10. Namaz ke liye NIYYAT :-
    1. ADil mein kar lena kafi hai
    2. BZabaan se kehna Nabi (s.a.w.s) se sabit nahi
    3. CDono jawabaat durust hai

Information

Description
The fundamentals of PRAYER
Language
English
Views
2,300
Rating
No ratings yet
Rate this quiz
Rate this quiz

Feedback

What is it about?

What do you think of the new look?

How do you like it?