Quiz
ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 2}
Create a free account to finish this quiz
Save your progress and see your final score.
Already have an account? Sign in
Questions in this quiz (15)
1Q1. Zakaat ke ahkamaat rasool (s.a.w.s) ne kab nafiz kiye ?
- AFateh Makkah se pehle
- BSule Hudaebiya ke baad
- CFateh Makkah ke baad
2Q2. Zakaat ke ahkamaat ko Yemen mein nafiz karne ke liye rasool (s.a.w.s) ne kis sahabi ko qazi banakar bheja ?
- ASaad Bin Abi Waqqas (r.a)
- BMuaz Bin Jabal (r.a)
- CAbu Obaidah Bin Jarrah (r.a)
3Q3. Jis maal par zakat na di gai ho wo ganje ________________ ki surat mein qayamat ke din ayega ?
- ABhediye
- BShair
- CSanp
4Q4. Hadeeth mein ____________________ nisf imaan kaha gaya hai ?
- ANamaz qaim karna
- BZakaat ada karna
- CWuzu karna
5Q5. Zakaat kis cheez ki daleel hai ?
- ASahibe imaan hona
- BMaal se be taluq
- CMaal se mohabbat
6Q6. Zakaat ada karne ke liye shart hai :-
- AMaal 1 qamri (lunar) saal tak jama rehna
- BMaal 1 shamsi (solar) saal tak jama rehna
- CRamadan ka mahina ana
7Q7. Jin janwaro ki zakat ada na ki jae, wo qayamat ke din malik :-
- APar sawari karega
- BKo khaega
- CKo paon tale rawong dega
8Q8. Qayamat ka din barabar hai :-
- A50,000 saal
- B1000 saal
- C2000 saal
9Q9. Abu Zar Ghaffari (r.a) ke bare mein rasool (s.a.w.s) ne farmaya :-
- AAmeer tareen shaks
- BZakaat ada karne wala
- CZahid shaks
10Q10. Sona chandi jama karna :-
- AHaraam hai
- BZakaat ada karni chahiye
- CJaiz nahi
11Q11. Bakhili kya hai ?
- AKud par karch karna
- BDusron par karch na karna
- CKud par bhi karch na karna
12Q12. Taweel hadeeth mein 3 admio mein se koun Allah ki raza hasil karsaka ?
- AKode
- BGanja
- CAndha
13Q13. Allah azmaata hai :-
- AMaal de kar
- BMaal tang karke
- CDono tarah
14Q14. Hadeeth mein ata hai ke zakat ada na karna ________________ ka sabab banta hai ?
- AZalzale
- BQehad sali
- CBarishon
15Q15. Zakaat ada na karne wale log :-
- ANabi (s.a.w.s) ne lanat farmai
- BDozakhi
- CDono jawabaat durust hai
Information
- Description
- The fundamentals of ZAKAAT
- Author
- Asiya Abdul Raoof
- Language
- English
- Views
- 1,129
- Tags
- Rating
- No ratings yet Rate this quiz