¡GoConqr estrena diseño! Cuéntanos qué te parece.

Test

QURANIC GEMS QUIZ 7-8-9

Shabana Rupani 15 preguntas

Hacer el test

Preguntas del test (15)

  1. 1Q1) Aaj insan us qabil ho chuka hai ki qaaynaat ke har hisse ka ilm haasil kar chuka hai.(multiple answers)
    1. AInsaan ka ilm mehdood hai
    2. BInsaan ko dur-daraaz ki galaxies ka muqammal ilm hai
    3. CInsaan bebas hai
    4. DInsaan powerful instruments bana chuka hai
  2. 2Q2) Allah tala farmaata hai ki mera __________ mere __________ per chaa gaya hai
    1. AReham, Ghazab
    2. BGhazab, Reham
    3. CGhazab, Bandon
    4. DGhazab, Aasmanon
  3. 3Q3) Kiske iraade per uska ajar likh diya jaata hai ?
    1. ABuraai
    2. BNeki
    3. CBuraai aur Neki
    4. DGunaah
  4. 4Q4) Shaitaan kahan Mandlaata rehta hai ?
    1. Ailmwalom ke ird-gird
    2. BBure logon ke ird-gird
    3. CLa-ilm logon ke ird-gird
    4. DLa-shaoor logon ke ird-gird
  5. 5Q5) Tahajjud ka pukka irada karke uth na sakne waale le liye.....
    1. ATahajjud ka ajar likh diya jaata hai
    2. BSakht gunaah hai
    3. CAllah naraaz hota hai
    4. DSusti ki alamat hai
  6. 6Q6) ilm kabhi kabhi....
    1. ATakabbur mein mubtala kar deta hai
    2. BRiyakari karwata hai
    3. CDuniya,Maal-wa-mata ki khwahish paida karta hai
    4. DAll of these
  7. 7Q17) Mafateeh-al-Ghaib kaunsi baat hai ?
    1. ABaarish ka nuzool, Reham-e-maadar mein palnewaala bachcha
    2. BAainda kal mein pesh honewaale waqyaat
    3. CMaut kab aur kahan aayegi
    4. DAll of these
  8. 8Q8) Nekiyaan karte rehne se kya faayda haasil hota hai ?
    1. AAisa shakhs kabhi gunaah nahi kar sakta
    2. BLog qadr ki nigaah se dekhte rehte hain
    3. CAisa shakhs sahi-al-aqeedah hota hai
    4. DMazeed nekiyon ki tawfeeq milti hai
  9. 9Q9) Lalach ka opposite kya hai ?
    1. AKanaat
    2. BBefikri
    3. CApne kaam se kaam rakhna
    4. DNashukri
  10. 10Q10) Laalchi aadmi ka pet Hadith ke mutabiq kis cheez se bharta hai ?
    1. AMazeed Maal se
    2. BQabr ki mitti se
    3. CKoi bhi cheez nahi bhar sakti
    4. DKhwahish per qaabu paane se

Información

Descripción
TRANSLATION & TAFSEER OF SELECTED AYAH OF THE QURAN
Idioma
English
Visitas
802
Valoración
Aún sin valoraciones
Valora este test
Valora este test

Escríbenos

¿Sobre qué es tu mensaje?

¿Qué te parece el nuevo diseño?

¿Te gusta?