Quiz
QURANIC GEMS QUIZ 7-8-9
Questions in this quiz (15)
1Q1) Aaj insan us qabil ho chuka hai ki qaaynaat ke har hisse ka ilm haasil kar chuka hai.(multiple answers)
- AInsaan ka ilm mehdood hai
- BInsaan ko dur-daraaz ki galaxies ka muqammal ilm hai
- CInsaan bebas hai
- DInsaan powerful instruments bana chuka hai
2Q2) Allah tala farmaata hai ki mera __________ mere __________ per chaa gaya hai
- AReham, Ghazab
- BGhazab, Reham
- CGhazab, Bandon
- DGhazab, Aasmanon
3Q3) Kiske iraade per uska ajar likh diya jaata hai ?
- ABuraai
- BNeki
- CBuraai aur Neki
- DGunaah
4Q4) Shaitaan kahan Mandlaata rehta hai ?
- Ailmwalom ke ird-gird
- BBure logon ke ird-gird
- CLa-ilm logon ke ird-gird
- DLa-shaoor logon ke ird-gird
5Q5) Tahajjud ka pukka irada karke uth na sakne waale le liye.....
- ATahajjud ka ajar likh diya jaata hai
- BSakht gunaah hai
- CAllah naraaz hota hai
- DSusti ki alamat hai
6Q6) ilm kabhi kabhi....
- ATakabbur mein mubtala kar deta hai
- BRiyakari karwata hai
- CDuniya,Maal-wa-mata ki khwahish paida karta hai
- DAll of these
7Q17) Mafateeh-al-Ghaib kaunsi baat hai ?
- ABaarish ka nuzool, Reham-e-maadar mein palnewaala bachcha
- BAainda kal mein pesh honewaale waqyaat
- CMaut kab aur kahan aayegi
- DAll of these
8Q8) Nekiyaan karte rehne se kya faayda haasil hota hai ?
- AAisa shakhs kabhi gunaah nahi kar sakta
- BLog qadr ki nigaah se dekhte rehte hain
- CAisa shakhs sahi-al-aqeedah hota hai
- DMazeed nekiyon ki tawfeeq milti hai
9Q9) Lalach ka opposite kya hai ?
- AKanaat
- BBefikri
- CApne kaam se kaam rakhna
- DNashukri
10Q10) Laalchi aadmi ka pet Hadith ke mutabiq kis cheez se bharta hai ?
- AMazeed Maal se
- BQabr ki mitti se
- CKoi bhi cheez nahi bhar sakti
- DKhwahish per qaabu paane se
11Q11) Istawa-ala-alarsh ka maani poochnewaale ke saath Imam Maalik(RH) ne kya maamla kiya?(multiple answers)
- AFarmaaya ye sawaal Biddat aur gumraahi hai
- BTafseel se usko samjahaya
- CUsko majlis se nikaal diya
- DNone of these
12Q12) Zubaan latkaana kis cheez ki alaamat hai ?
- AThakan(Tiredness)
- BLalach(Greed)
- CFakhr(Arrogance)
- DMazaq udana
13Q13) Kya cheez Insaan ko bachaati hai ?
- Ailm
- BAmal
- CBuraaiyon se bachna
- DAllah ka fazal
14Q14) Is Ayat se Aap kya samjhae ki hamari zindagi ka maqsad-e-aala kya hona chahiye ?(Para no 9)
- AZiyada se ziyada ibadat karna
- BDuniya se shirk ka khatma karna
- CEk dusre se ehteraam se pesh aana
- DZiyada se zyada khidmat-e-khalq karna
15Q15) Nusuki ka kya matlab hai ?(multiple answers)
- AEid-al-Adha ke roz Qurbani karna
- BTamaam ibadaat karna
- CMuhabbat wa ihtiraam se pesh aana
- DHar wo kaam jo Allah ki khatir kiya gaya ho
Information
- Description
- TRANSLATION & TAFSEER OF SELECTED AYAH OF THE QURAN
- Author
- Shabana Rupani
- Language
- English
- Views
- 802
- Tags
- Rating
- No ratings yet Rate this quiz