Test
Seerah Quiz-3
Crea una cuenta gratis para terminar este test
Guarda tu progreso y consulta tu resultado final.
¿Ya tienes cuenta? Inicia sesión
Preguntas del test (20)
1Q-1: Allah(SWT) jin Mua'zzaz hastiyon ko apni Nubuwwat ke liye chunta hai...
- AUnki hamesha se Hifazat hoti hai
- BUnka maazi bedaagh hota hai
- CUnke maazi ko misaal banakar pesh kiya jaata hai
- DUpar diye gaye tamam jawabaat durust hain
2Q-2: Mus-tashriqeen kise kehte hain ?
- AUn scholars ko jo Research karke kuch likhein
- BUn Muslim scholars ko jo Research karke likhein
- CUn Ghair Muslim scholars ko jo Research karke likhein
3Q-3: Jis waqt Jung-e-Fujjar pesh aayi, us waqt Aap(SAW) ki Umar
- A15 ya 20 saal thi
- B10 ya 12 saal thi
- C5 ya 10 saal thi
4Q-4: Fujjar ka matlab hai
- AJung
- BKhatarnaak Jung
- CPhaadna
5Q-5: Ek Ahem Muaheda(agreement) hua, uska naam
- ASuleh Hudaibiyah
- BHilful Fuzool
- CDono jawabaat durust hain
6Q-6: Aap(S.A.W) Ka zariya Maash aur Jafa-kashi ki zindagi (Bachpan aur Naujawani mein)
- ABakriyaan charate
- BChand qairat ke badle Makkah ki Bakriyaan charate the
- CMadinah ki Bakriyaan charate the
7Q-7: Hazrat Khadija(R.A) ne kis baat se mutassir hokar Rishta bheja ?
- AAap(S.A.W) ki Seerat aur Kirdar se
- BAap(S.A.W) ki Amanatdari se
- CAap(S.A.W) ka Tijarat mein munafa hasil karna
- DTamaam jawabaat durust hain
8Q-8: is safare Tijarat mein Aap(S.A.W) ke saath kaun tha ?
- AAap(S.A.W) ke Chacha
- BBilal(R.A)
- CMaiserah
9Q-9: Khadija( R.A.) se Nikah hua, us waqt Aap(S.A.W) ki Umar Mubarak
- A25 years
- B23 years
- C26 years
10Q-10: Is Nikah mein mehar muqarrar hua (Khadija( R.A) ka mehar)
- A10 Camels
- B20 Camels
- C26 Camels
11Q-11: "Aap(S.A.W) kya unko yaad karte hain, wo laal masudhon wali" ye kisne kaha tha ?
- AUmme Salma(R.A)
- BZainab binte Jahash(R.A)
- CAyesha(R.A)
12Q-12: Aap(S.A.W) jab Qurbani karte to gosht...
- AMilne julne walon ke ghar bhijwate
- BRishtedaron ko dete
- CKhadija(R.A) ki saheliyon ko bhijwate
13Q-13: Aap(S.A.W) ko kisi se aulad nahi hui, siwae
- AUmm-e-Salma(R.A) aur Khadija(R.A)
- BJuwairiyah(R.A) aur Khadija( R.A)
- CMariya(R.A) aur Khadija(R.A)
14Q-14: Kaabatullah ki ta'meer pesh aayi
- AAap(S.A.W) ko Nubuwwat milne ke baad
- BAap(S.A.W) ki Umar ke 35th saal
- CAap(S.A.W) ki Umar ke 40th saal
15Q-15: Aap(S.A.W) Nubuwwat se pehle...
- ATanhai pasand ho gaye the
- BGhaar-e-Hira mein jakar ghaur-o-fikr karte
- CDono jawabaat durust hain
16Q-16: Jibrael Ameen Wahi laate hain...
- ASurah Al Alaq
- BSurah Al Alaq ki 5 Aayaat
- CSurah Al Alaq ki ibtedaie 5 Aayaat
17Q-17: Jis waqt Nubuwwat mili, us waqt Aap(S.A.W) ki Umar Mubarak
- A40 saal 6 mahine
- B40 saal
- C42 saal 6 mahine
18Q-18: Seerat padhne ka maqsad
- Ailm mein izafa ho
- BFull marks mil jaaye
- CAllah ke Rasool(S.A.W) ki Seerat se apni zindagi ko sawarein
19Q-19: Qur'an-e-Kareem ke nuzool ki ibteda
- ARamadan mein hui
- BRabi ul Awwal mein hui
- CHajj ke mausam mein hui
20Q-20: Kya Maine irada kiya ke main Seerat padhkar...
- AApne Akhlaq aur Kirdar ko sanwaroongi In sha Allah
- BApne andar Amanat aur Sachchai ki sifaat paida karoongi In sha Allah
- CApne bachchon, apne Khandan ko Seerat se aagah karoongi In sha Allah
- DTamaam jawabaat durust hain
Información
- Descripción
- Understanding the life of the Prophet pbuh
- Autor
- Shabana Rupani
- Idioma
- English
- Visitas
- 873
- Etiquetas
- Valoración
- Aún sin valoraciones Valora este test