¡GoConqr estrena diseño! Cuéntanos qué te parece.

Test

Seerah quiz-16 & 17

Shabana Rupani 17 preguntas

Hacer el test

Preguntas del test (17)

  1. 1Q-1: Ghazwa-e-Khandaq kaunsi Hijri mein pesh aaya ?
    1. A4 Hijri
    2. B6 Hijri
    3. C5 Hijri
  2. 2Q-2: Khandaq khodne ka mashwara kis Sahabi ne diya ?
    1. ASohaib Roomi (R.A)
    2. BTufail bin Amr Dausi (R.A)
    3. CSalman Farsi (R.A)
  3. 3Q-3: Is Ghazwe ka dusra naam kya tha ?
    1. ATabuk
    2. BJaish al Usrah
    3. CAhzaab
  4. 4Q-4: Kuffar e Makkah ke lashkar ki tadad kya thi ?
    1. A1000
    2. B3000
    3. C10,000
  5. 5Q-5: Ghazwa e Dhat ar Riqaa ka naam kyu pada ?
    1. AIs lashkar mein saaz o samaan ki kami thi
    2. BUs ilaaqe ka naam Riqaa tha
    3. CSawari ki kami ki wajah se pair zakhmi ho gaye the
    4. DAll of the above
  6. 6Q-6: Wo Ummul Mu'mineen jinki wajah se mutabannah ki rasam ka khatma hua ?
    1. AZainab binte Khuzaima (R.A)
    2. BZainab binte Jahash (R.A)
    3. CJuwairiyah binte Harith (R.A)
  7. 7Q-7: Wo wahid(only) Sahabi jinka naam Qur'an mein aaya ?
    1. AZaid bin Sabit (R.A)
    2. BZaid bin Harisah (R.A)
    3. CZaid bin Sayyid (R.A)
  8. 8Q-8: Sahaba-e-Karaam ke aapas ke ta'aluqaat kaise the ?
    1. AChoti-choti baaton per ikhtilaaf karte
    2. BIkhtilaaf hota lekin khair khwahi ke saath
    3. CUnke darmiyan kabhi ikhtilaaf hua hi nahi
  9. 9Q-9: 'lana' mein 'noon' se murad kaunse Sahabi the ?
    1. AAbu Bakr siddique (R.A)
    2. BUmar (R.A)
    3. CAli (R.A)
  10. 10Q-10:Banu Quraiza ke baare mein kisne faisla kiya jo Allah ka faisla tha ?
    1. ASaad bin Muaadh (R.A)
    2. BSaad bin Rabie (R.A)
    3. CSaad bin Ubadah (R.A)

Información

Descripción
Understanding the life of the Prophet pbuh
Idioma
English
Visitas
806
Valoración
Aún sin valoraciones
Valora este test
Valora este test

Escríbenos

¿Sobre qué es tu mensaje?

¿Qué te parece el nuevo diseño?

¿Te gusta?