O GoConqr está de visual novo! Conte para nós o que você achou.

Quiz

DAUR-E-QURAN juz 1

Asiya Abdul Raoof 12 perguntas

Fazer o quiz

Perguntas do quiz (12)

  1. 1Quran ki tartibi tauqifi kis tarah hui ?
    1. ASahaba ikram ki bahm razamandi say
    2. BNabi (s.a.w.s) nay ki
    3. CAllah (s.w.t) ki batai hui hai
  2. 2"الحمد اللة" mein humeshgi ka ma'na hai. Yeh grammar kay aytebar say :-
    1. AIsm
    2. BFa'il
    3. CDono hosaktay hai
  3. 3Hadith kay mutabiq "Az - Zahrawain (2 chamaknay wali ) suratain kounsi hai ?
    1. ASurah Al-Fatiha and Surah Al-Baqarah
    2. BSurah Al-Baqarah and Surah Al-E-Imran
    3. CSurah Al-Fatiha and Surah Al-E-Imran
  4. 4Ilm ki bunyad par fazilat mili :-
    1. AInsaan ko jinnat par
    2. BInsaan ko farishton par
    3. CFarishton ko insaan par
  5. 5Shaitan nay ibaddat aur aytaat mein :-
    1. AIbaddat ki
    2. BAytaat ki
    3. CDono nahi ki
  6. 6Surah Al-Baqarah mein kis tarah maddad mangnay ka hokum hai ?
    1. AGirya guzari karna
    2. BSabar aur namaz
    3. CSubah shaam kay azkaar
  7. 7Yahud par zillat aur maskant kyun tari hui ?
    1. ADunya ki masrufiyaat mein hadd say badh gaye
    2. BBudd parasti
    3. CLadhai jhagdha
  8. 8Yahud kay zawal pazeer honay ki bunyadi wajah kya hai ?
    1. AMann maani karna
    2. BDeeni ahkamat na manna
    3. CHirs wa hawas
  9. 9Yahud kis cheez kay haris thay ?
    1. AMaal wa daulat
    2. BShuhrat
    3. CLambi zindagi
  10. 10Sulaiman (a.s) par kis cheez ka alzaam lagaya gaya ?
    1. AKufr
    2. BJadu
    3. CQatal

Informações

Descrição
Brief interpretation of the QURAN
Idioma
English
Visualizações
573
Avaliação
Ainda sem avaliações
Avalie este quiz
Avalie este quiz

Fale Conosco

Sobre o que é sua mensagem?

O que você acha do novo visual?

Você gostou?