O GoConqr está de visual novo! Conte para nós o que você achou.

Quiz

QURANIC GEMS QUIZ 13-14-15

Shabana Rupani 16 perguntas

Fazer o quiz

Perguntas do quiz (16)

  1. 1Q1) Hadith ke mutabiq maut ke baad Qabr mein musalman gawahi deta hai ki "Allah ke siwa koi mabood barhaqq nahi". Iske liye aayat mein kya lafz istemaal hua hai ?
    1. AQaul al Maaroof
    2. BQaul al Hasanah
    3. CQaul as Saabit
    4. DQaul as Sadeeda
  2. 2Q2) Hazrat Abu Bakr(RA) ke daur-e-Khilafat mein Quran ko jama karne ke liye kis sahabi ko zimmedar ya head banaya gaya ?
    1. AZaid bin Harisah(RA)
    2. BZaid bin Saabit(RA)
    3. CUmamah bin Saabit(RA)
    4. DAbu Hurairah (RA)
  3. 3Q3) Khajoor ke darakht ki shaakhein aasmaan mein bohot bulandi tak gayi hoti hai...Isse kya muraad hai ?
    1. AA) Momin ek ke baad ek nekiyaan karta chala jaata hai
    2. BB) Nekiyaan qubooliyat ka darjah paa leti hain
    3. CC) Momin se uske ilm ki wajah se log rashk karte hain
    4. DA and B
    5. EB and C
    6. FA and C
    7. GNone of the above
  4. 4Q4) Nabi Akram(SAW) ne khajoor ke darakht ki kya khususiyat batayi hai ?
    1. AA) Is darakht ke patte nahi girte
    2. BB) Is darakht ki oonchaai takabbur ki alamat hai
    3. CC) Is darakht ka phal khatam nahi hota aur har mausam mein phal deta hai
    4. DD) Munafiqeen ki misaal khajur ke darakht ke jaisi hai
    5. EA and B
    6. FB and C
    7. GA and C
  5. 5Q5) Quran ki maujoodah tarteeb kya hai ?
    1. ATauqeefi
    2. BAjmali
    3. CNuzooli
    4. DMahmoodi
  6. 6Q6) Jung-e-Yamamah mein _____ Huffaaz shaheed hue to Tadween-e-Quran ka aaghaz kiya gaya
    1. A30
    2. B50
    3. C70
    4. D90
  7. 7Q7) Hazrat Abu Hurairah(RA) ko taqreeban kitni Ahaadith yaad thi ?
    1. A2000
    2. B3000
    3. C4000
    4. D5000
  8. 8Q8) Arab mein ek taareekhi jumla mashoor hai ki "Asal ilm wohi hai jo _____________ ho"
    1. ASeenon mein
    2. BLikha liya gaya
    3. CKitaabon mein
    4. DDusron ko sikhaya gaya
  9. 9Q9) Kis Khalifah-e-Rashid ko ye sharf haasil hua ki unhone Ummat ko ek Mushaf aur ek Qiraat per jama kiya ?
    1. AAbu Bakr(RA)
    2. BUmar(RA)
    3. CUthman(RA)
    4. DAli(RA)
  10. 10Q10) Khajoor ke darakht ki jadein mazboot hoti hain...Isse kya murad hai ?
    1. AMomin ka Iman pukhta hota hai
    2. BMomin miljulkar rehte hain
    3. CMomin ka ilm wasee hota hai
    4. DMomin khushiyaan baanta hai

Informações

Descrição
TAFSEER AND TRANSLATION OF SELECTED AYAH OF THE HOLY QURAN
Idioma
English
Visualizações
330
Avaliação
Ainda sem avaliações
Avalie este quiz
Avalie este quiz

Fale Conosco

Sobre o que é sua mensagem?

O que você acha do novo visual?

Você gostou?