Quiz
Seerah Quiz 11-12-13
Crie uma conta grátis para terminar este quiz
Salve seu progresso e veja sua nota final.
Já tem uma conta? Inicie sessão
Perguntas do quiz (30)
1Q-1: Ghair Muslims ke skills se musalman fayda utha sakte hain
- ADurust
- BNahi utha sakte
- CGhalat
2Q-2: Azaan musalmanon ki....
- ASlogan hai
- BShanaakht hai
- CDono jawabaat durust hain
3Q-3: Madinah aane ke baad sabse pehla bachcha paida hua aur Musalmano ne khushi manai
- AHassan R.A.
- BHussain R.A.
- CAbdullah bin Zubair R.A.
4Q-4: Woh kaunse Sahabi the jinhone sirf 17 din mein Suriyani zubaan seekhi ?
- AAbdullah bin Zubair R.A.
- BAbdullah bin Umar R.A.
- CZaid bin Saabith R.A.
5Q-5: Musalman kitne maah Baitul-Maqdas ke jaanib rukh karke Namaz padhte rahe ?
- A16 or 17 Months
- B19 Months
- C11 Months
6Q-6: Pehli Namaz jo Kaabatullah ki taraf rukh karke padhi gayi
- AFajr
- BIsha
- CAsar
7Q-7: Abu Bakr siddique R.A. ke ghar rukhsati ke mauqe per,Allah ke Rasool(SAW) ko kya pesh kiya gaya ?
- APani ka glass
- BSharbat ka glass
- CDoodh ka glass
8Q-8: Kis Sahabi ne Azaan ke alfaz khwab mein sune ?
- AAbdullah bin Zaid R.A
- BBilal bin Rabi R.A.
- CZaid bin Harisa R.A.
9Q-9: Fajr ki Azan mein kaunse alfaz extra kahe jaate hain ?
- AAs salatu khairum min an naum
- BHayya al falah
- CNone of the above
10Q-10: Masjidon ko aabaad karne ke liye Aapne kya kadam uthaya ?
- AMasjidon ko mazeed khoobsurat banana
- BApne ghar ke sab afrad ko masjid mein namaz ki targheeb dilana
- CMasjidon ke liye donation
- DAll of the above
11Q-11: Tayammum ka waqya kis zaujah ke haar gum hone se wabasta(related) hai ?
- AAyesha R.A.
- BUmm Salma R.A.
- CMaimoona R.A.
12Q-12: Musalmano ke lashkar mein ghodon ki tadad
- A70
- B50
- C2
13Q-13: Ayesha R.A. ne rukhsati ke waqt naya libaas pehna tha
- ADurust
- BGhalat
14Q-14: Roze ki Farziyat
- A1 hijri
- B2 hijri
- C3 hijri
15Q-15: Ansar ki azmat aur fazilat
- AAgar Hijrat na hoti to main bhi tum mein se hi hota
- BJannat ki basharat
- CHauz-e-Kausar per tumse mulaqaat hogi
- DAll of the above
16Q-16: Apni biwi ke saath daud ka muqabla karna ya usko entertain karna ghair Islami fail hai
- ADurust
- BGhalat
- CDeendar logon ka kaam nahi
17Q-17: Ayesha R.A. ko kitni Ahadith yaad thi ?
- A200
- B2210
- C210
18Q-18: Musalmano ke flag ka rang
- AGreen
- BWhite
- CBlack
19Q-19: Woh kaunse Sahabi the jinki awaz achchi thi aur unhein azan ke liye appoint kiya gaya ?
- AZaid R.A.
- BBilal R.A.
- CUmar R.A.
20Q-20: Woh kaun log the jinhone Aap (SAW) ke qatl ki sazish Hateem mein baithkar ki ?
- AUmaiyya bin Khalf aur Umair bin Wahib
- BSafwan bin Umayyah air Umair bin Wahib
- CNone of the above
21Q-21: Badr mein musalmano ki tadad
- A320/321
- B313/317
- C300
22Q-22: Ayesha R.A. ki rukhsati
- A9 years
- B6 years
- C13 years
23Q-23: Ashabe Suffah
- ASahabae haisiyat the
- BRaat ko ibadat karnewale aur din mein Allah ke Deen ke Sipahi
- CBohot pareshan haal the
24Q-24: Masjid-e-Nabawi mein ______ darwaze the
- A2
- B4
- C3
25Q-25: Kya Masjid-e-Nabawi sirf ek masjid thi ?
- AMasjid ko sirf masjid hi rehne dena chahiye
- BNahi balki ek university thi
- CSirf mamaz ke waqt kholein
26Q-26: Allah tala ne Badr mein kitne Farishton ke zariye madad ki ?
- A1000
- B2000
- C3000
27Q-27: Aap (SAW) ne Abu Sufyan ke tijarati qafile ka qasad kiya
- AGhalat
- BDurust
28Q-28: Woh Sahabi jinhein sakht bhook lagi thi aur Allah ke Rasool(S.A.W) ne unhein aur Ashaab-e-Suffah ko invite kiya
- AAbu Huraira R.A.
- BAbdullah bin Masood R.A.
- CAamir bin fuhaira R.A.
29Q29: Kya musalman Ummat ko taaleem ki zarurat nahi ?
- ANahi hai
- BSirf zindagi mein ek dafa Qur'an padh lein kaafi hai
- CZarurat hai
30Q:30: Qaidiyon ke saath kya muamlah kiya gaya ?
- AKisi se 1000 dirham
- BKisi se 4000 dirham
- CMadinah ke 10-10 bachchon ko likhna sikha dein
- DAll of the above
Informações
- Descrição
- Understanding the life of the Prophet pbuh
- Autor
- Shabana Rupani
- Idioma
- English
- Visualizações
- 773
- Histórico
- Criado em 26 abr 2015 · atualizado em 28 jan 2020
- Etiquetas
- Avaliação
- Ainda sem avaliações Avalie este quiz