Seerate Sahaba {TEST-1}

Description

Inspirational history of Sahaba
Asiya  Abdul Raoof
Quiz by Asiya Abdul Raoof, updated more than 1 year ago
Asiya  Abdul Raoof
Created by Asiya Abdul Raoof over 6 years ago
336
0

Resource summary

Question 1

Question
Q1. Abdullah Bin Umar (ra) ka taluq :-
Answer
  • Muhajireen se
  • Ansaar se
  • Dono se

Question 2

Question
Q2. Abdullah Bin Umar (ra) ne apni walda Zainab Binte Mazoon ke force karne per shadi ki :-
Answer
  • Sahih
  • Ghalat
  • Hafsa (ra) ke kehne per ki

Question 3

Question
Q3. Unke bete jo bahut mashoor hoke bahut bade scholar bane :-
Answer
  • Asim Bin Abdullah
  • Salim Bin Abdullah
  • Urwa Bin Abdullah

Question 4

Question
Q4. Abdullah Bin Umar (ra) kis baat mein mashoor the :-
Answer
  • Aap (saws) ki perwi karne
  • Apne walid ki perwi karne
  • Abu Bakr (ra) ki itebah karne

Question 5

Question
Q5. Abdullah Bin Umar (ra) kasrat se ________________ karte aur ______________ rakhte.
Answer
  • Namaz
  • Namaz - roza
  • Ibaadat - roza

Question 6

Question
Q6. Log kehte Abdullah Bin Umar (ra) mazid _____________ rahe take hum unse sunnat ke tariqe seekhe.
Answer
  • Ibaadat karte
  • Zinda
  • Roza rakhte

Question 7

Question
Q7. Ek dafa khutaba dete huwe namaz ka waqt tang hogaya. Abdullah Bin Umar (ra) ne kaha tum padhate ho ya hum uth jaye. Wo shaks :-
Answer
  • Yazid
  • Mawiya (ra)
  • Hujaaj Bin Yusuf

Question 8

Question
Q8. Abdullah Bin Umar (ra) mein kya kya khoobiya thi :-
Answer
  • Kasrat se ibaadat karte
  • Tahajud kabhi na chodte
  • Bahut infaq karte
  • Sare khoobiya maujod thi unmein

Question 9

Question
Q9. "kya hi acha banda hai, roz raat mein kuch hissa namaz ke liye uthte" Aap (saws) ne farmaya :-
Answer
  • Abdullah Bin Umar (ra) ke bare mein kaha
  • Abdullah Bin Abbas (ra) ke bare mein kaha
  • Umar (ra) ke bare mein

Question 10

Question
Q10. Abdullah Bin Umar (ra) ki wafat _________________ saal mein ______________ hijri mein hui.
Answer
  • 84-73
  • 83-74
  • 74-84
Show full summary Hide full summary

Similar

Weimar Revision
Tom Mitchell
Hitler and the Nazi Party (1919-23)
Adam Collinge
History of Medicine: Ancient Ideas
James McConnell
GCSE History – Social Impact of the Nazi State in 1945
Ben C
Conferences of the Cold War
Alina A
Bay of Pigs Invasion : April 1961
Alina A
The Berlin Crisis
Alina A
Using GoConqr to study History
Sarah Egan
Germany 1918-39
Cam Burke
History- Medicine through time key figures
gemma.bell
The Weimar Republic, 1919-1929
shann.w